2
Apne Dam Par Note: We can replace “Taqdeer” with “Qaamyaabi” too. Taqdeer na haath ki lakeeron mein hoti hai, na maathe ki lakeeron mein hoti hai. Taqdeer toh us sapne mein hoti hai jo baap ki daulat ko thukaraana jaanti hai. Us junoon mein hoti hai jo chhote chhote raaston ko bhi bada bana deti hai. Us usool mein hoti hai, jo puraane usoolon ko todane mein vishwaas rakhti hai. Us haunsle mein hoti hai jo shoharat ke liye kisi ke naam ka sahara nahi leti hai. Us udaan mein hoti hai , jo bina pankh aasmaanon mein udana jaati hai. Us himmat mein hoti hai , jo waqt ko pichhe chhodna jaanti hai. Us hunar mein hoti hai , jo zidagi ke tedhe raaston par bhi dagmagati nahi hai. Us soch mein hoti hai , jo apni manzil ko auron ke liye ek misaal bana deti hai. Kyunki taqdeer na toh kharidi jaa sakti hai aur na hi saugaton mein milti hai Taqdeer toh banti hai

Apne Dam Par-I

Embed Size (px)

DESCRIPTION

dam

Citation preview

Page 1: Apne Dam Par-I

Apne Dam Par

Note: We can replace “Taqdeer” with “Qaamyaabi” too.

Taqdeer na haath ki lakeeron mein hoti hai, na maathe ki lakeeron mein hoti hai.

Taqdeer toh us sapne mein hoti hai jo baap ki daulat ko thukaraana jaanti hai.

Us junoon mein hoti hai jo chhote chhote raaston ko bhi bada bana deti hai.

Us usool mein hoti hai, jo puraane usoolon ko todane mein vishwaas rakhti hai.

Us haunsle mein hoti hai jo shoharat ke liye kisi ke naam ka sahara nahi leti hai.

Us udaan mein hoti hai , jo bina pankh aasmaanon mein udana jaati hai.

Us himmat mein hoti hai , jo waqt ko pichhe chhodna jaanti hai.

Us hunar mein hoti hai , jo zidagi ke tedhe raaston par bhi dagmagati nahi hai.

Us soch mein hoti hai , jo apni manzil ko auron ke liye ek misaal bana deti hai.

Kyunki taqdeer na toh kharidi jaa sakti hai aur na hi saugaton mein milti hai

Taqdeer toh banti hai