30
Nigaahon mein aur koi dosti ke kaabil na raha, Is kinare ka aur koi saahil na raha, Chaand jaisa yaar mila hame zameen par, Aasman ka chaand bhi ab deedar ke kaabil na raha… Dosti woh nahi jis mein jeet ya haar ho, Dosti koi cheez nahi jo har waqt taiyaar ho, Dosti to woh hai jis me kisi k aane ki umeed na ho, Lekin phir bhi Uska har waqt Intezaar ho…. Yaadon mein na aane do hame, Dil mein hum bas jayenge, Tamanna ho Agar milne ki to aye Dost, Haath rakhna apne dil par, Hum Dhadkanon me mil jayenge….. Woh nadiyaan nahi thi aansu the mere, Jis par mere Dost kashti chalate rahe… Manzil mile unhe yeh chahat thi meri, Isliye hum aansu pe aansu bahate rahe… pyar se pyari koi mujbori nahe hoti kami apno ki kabi pori nahe hoti. dilon ka juda hona ik alaag baat hai nazro se dor hona koi dori nahe hoti Tumhari har adaa ka kya jawab du Apne dosti ko kya upahaar du Koi acha sa phool hota to maali se mangwata Jo khud gulaab hai usko kya gulaab du. Dil Se Dil Bari Mushkil Se Milte Hain Tufano Mein Saahil Bari Mushkil Se Milte Hain Yun Toh Mil Jata Hai Har Koi Magar Ap Jaise Dost Naseeb Walon Ko Milte Hain… Kuch Rishte Anjane Mein Hojate Hain Pahle Dil Phir Zindagi Se Jurr Jate Hain Kehte Hain Uss Daur Ko Dosti Jis Mein Dil Se Dil Najane Kab Miljate Hain …

shayaries

Embed Size (px)

Citation preview

Page 1: shayaries

Nigaahon mein aur koi dosti ke kaabil na raha,Is kinare ka aur koi saahil na raha,Chaand jaisa yaar mila hame zameen par,Aasman ka chaand bhi ab deedar ke kaabil na raha…

Dosti woh nahi jis mein jeet ya haar ho,Dosti koi cheez nahi jo har waqt taiyaar ho,Dosti to woh hai jis me kisi k aane ki umeed na ho,Lekin phir bhi Uska har waqt Intezaar ho….

Yaadon mein na aane do hame,Dil mein hum bas jayenge,Tamanna ho Agar milne ki to aye Dost,Haath rakhna apne dil par,Hum Dhadkanon me mil jayenge…..

Woh nadiyaan nahi thi aansu the mere,Jis par mere Dost kashti chalate rahe…Manzil mile unhe yeh chahat thi meri,Isliye hum aansu pe aansu bahate rahe…

pyar se pyari koi mujbori nahe hotikami apno ki kabi pori nahe hoti.dilon ka juda hona ik alaag baat hainazro se dor hona koi dori nahe hoti

Tumhari har adaa ka kya jawab duApne dosti ko kya upahaar duKoi acha sa phool hota to maali se mangwataJo khud gulaab hai usko kya gulaab du.

Dil Se Dil Bari Mushkil Se Milte HainTufano Mein Saahil Bari Mushkil Se Milte HainYun Toh Mil Jata Hai Har KoiMagar Ap Jaise Dost Naseeb Walon Ko Milte Hain…

Kuch Rishte Anjane Mein Hojate HainPahle Dil Phir Zindagi Se Jurr Jate HainKehte Hain Uss Daur Ko DostiJis Mein Dil Se Dil Najane Kab Miljate Hain …

Tu kar de ek ishara mera pata bata de…kahne ko to jindgi hume bhi mili hai,,par tu jine ki ek wajah bata de…

Page 2: shayaries

tere dil me ab bhi mera aashiyana basta hai,,,labjo se n sahi aankhon se hi jata de….Tu kar de ek ishara mera pata bata de,,

Log kehte hai ki itni dosti mat karoKi dost dil par sawar ho jayeHum kehte hain dosti itni karo ki“Dushman” ko bhi tumse pyar ho jaye

Dosti ki raho mei kabhi akelapan na mileAye dost zindagi mei tumhe kabhi gum na mileDua karte hai hum khuda seTumhe jo bhi dost mile HUM se kum na mile

Har karz dosti ka ada karega kaunJab HUM hi nahi rahenge to dosti karega kaunAy khuda mere dosto ko salamat rakhnaWerna mere jeene ki dua karega kaun

wish you ALL a very happy and peaceful Eid.May Allah accept your good deeds,forgive your transgressions and ease the suffering of all peoplesaround the globe.Eid Mubarik

Sada haste raho jaise haste hain phool,Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,Charo taraf phalao khushion ka geet,Eisi ummid ka sath Yaar tumhe…MUBARAK ho EID.

id leka aate hai dher sare khusiya,Eid mita deta hai insan mai duriya,Eid hai khuda ka ek nayam tabarokEisi liye kahte hai sab EID MUBARAK.

May Allah bring you joy, happiness,peace and prosperity on this blessed occasion.

Page 3: shayaries

Wishing you and your familyon this happy occasion of Eid! Eid Mubarak

Sunhari Dhup Barsat ke Bad, thodi Si Hushi Har Bat ke Bad, Usi Tarah Ho Mubarak App Ko Ye Nayi Subah Kal rat Ke Bad Happy Eid day.

Do you know the Meaning of EID?I think it means “ENJOY in DUNIYA!!”So, In your life all moments bring EID for you….Wish You…EID MUBARAK.

Sada haste raho jaise haste hain phool,Duniya ki sare gham tumeh jaye bhool,Charo taraf phalao khushion ka geet,Eisi ummid ka sath Yaar tumhe…MUBARAK ho EID.

Before the Golden Sun Rise,let me decorate each of the Rays with Wishes of Success, prosperous and Happiness 4 u and 4 ur Family.Happy Eid Mubarak.

Look Outside…It’s so pleasant!Sun Smiling For you…Trees Dancing for you…Birds singing for you…Because I requested them All to wish You**..*EID MUBARAK*..**EID MUBARAK ho Aapko,Dher sari tarif aur khusiya mile aapko,But, Jab EIDI mile aapko to Please….Aap Yaad karna Sirf Humko!!!

HAPPY NEW YEARReceive my simple gift of “LOVE”Wrapped with “SINCERITY”Tied with “CARE” &Sealed with “DUA”2 Keep u “HAPPY” & “SAFE” all the life.HAPPY NEW YEAR

Page 4: shayaries

ho aapki life me khushiyon ka mela,kabhi na aaye koi bhi jhamela.sada sukhi rahe aapka basera.i wish U a very Happy,& Refreshing savera…Happy New Year!!!

New is the year, new are the hopes and the aspirations, new is the resolution, new are the spirits and forever my warm wishes are for u.Have a promising and fulfilling new year.HAPPY NEW YEAR!!!

new year sms 1 year of happiness,12 months of prosperity,52 weeks of success,365 days of good luck,8760 hours of gladness ,5,25,600 mins of goodness,

Every second of enjoyment……..HAPPY NEW YEAR !!

At this special time of the yearWe reflect on what we hold dearFamily and friends whether far or nearAnd they r what gives us reason 4 cheer!Happy New Year

May the new year brings much happines to youand be happier than any year before be happy healthy and successful.

Please accept my sincere wishes for the new yearI hope you continue to enjoy health and happiness.

Mahal teri umeed ka dhahne nahi diya,Gum zdaa hu main kisi ko kahne nahi diya,Nao ho yakin to puchlo in aanhko se,Ek aansu bhi in aankho se bahne nahi diya

wohi phir mujhe yaad aane lage haijinhe bhulne main zamaane lage haiwoh hain paas aur yaad aane lage haimohabat ke hosh ab tikaane lage haisunna hai hume woh bhulaane lage hai

Page 5: shayaries

toh kyaa hum unhen yaad aane lage haiyeh kahana tha unsmohabat hai mujhkoyeh kehne main mujhko zamaane lage hai

Woh Dil Hi Kyaa Tere Milne Ki Jo Duaa Na KareMain Tujhko Bhool Ke Zindaa Rahoon Khuda Na Kare.Yeh Theekh Hai Nahin Marta Koyi Judaai MeKhuda Kisi Ko Kisi Se Mgar Judaa Na Kare.Rahega Saath Tera Pyaar Zindagi BankarYeh Aur Baat Meri Zindagi Wafaa Na Kare.Suna Hai Ussko Mohabbat Duaayen Deti HaiJo Dil Pe Chott To Khaaye Magar Gilaa Na Kare

Zuban Hi Sirf Ek Zaria Nahi,Jo Aaap Shabdon Ko Samajh Paayenge..kabhi Aankhon Mein Jhaank Kar Dekhiye,Hazaro Alfaz Khud Ba Khud Bikhar Jayenge.

Khud Ko Khud Ki Khabar Na Lage,Koi Achha B Is Kadar Na Lage,Aap Ko Dekha Hai Bas Us Nazar Se,Jis Nazar Se Aap Ko Nazar Na Lage…  

Aansoon ko aankhon ki dehleez par laya na karoApne dil ki haalat kisi ko bataaya na karoLog muth-thi bhar namak liye ghooma karte hainApne Zakham kisi ko dikhaaya na karo……

Chaand raaat ko sabhi dekhain, hilaal-e-eid koIk hamara hi naseeba hadiyan turva gaayHum the chaand ke nazaare main khoye hueBus achanak chand ka abba wahan pe aa gaya……….

Tanhaiyo se nahi ham mehfil se darte hai,Duniya se nahi hum khud se hi darte hai,yun to bahot kuch khoya hai humne,na jane kyon unhe khone se darte hai…..

Page 6: shayaries

Dost milke juda nahi hote,Ek dusare se khafa nahi hote,Bhul jana hamari sari kamiyo ko,Insan, Insan hote hai Khuda nahi hote….

Raat hogi to chand bhi duhai dega,Khawabon me tumhe wo chehra dikhayi dega,ye mohabbat zara sochke karna.ek aansu bhi gira to sunai dega….

aankhon mey hamesha ek sapnaa rakho,yahaa aainaa koi nahi hai.hothon pey hamesha muskuraahat rakho,yahaa gam kaa kharidaar koi nahi hai…

Kitni Ajeeb Hai Nekiyon Ki Justuju , Namaz Bhi Jaldi Main Parte HainPhir Se Gunah Karne K Liye

Koi toh jalwa koi toh jalwa khuda ke vastein deedar ke kaabil dikhaye deSangh dil toh mil chuke hain sekdo koi ehle dil toh dikhaye de

Aasmano se kaho agar hamari udan dekhni ho toh apna kad aur uncha karleHusn walon se kaho agar ishq dekhna ho toh hum se aake mile

Humne bahut dekhe hain ishq mein jaan dene walePar kya kare hajur aashiq ye dillagi nhn hoti

Hun mein parwana magar koi shama toh raat toh hoJaan deneko hun hazir koi baat toh ho

Page 7: shayaries

Ek pal mein jo aakar gujar jaaye yeh hawa ka woh jhoka hai ..aur kuch nahiPyar kahti hai duniya jise,ek rangeen dhokha hai .. aur kuch nahi

Tu bhola bhala hain dil bekar rula jayega In sokh hasino se milkar wallah bahut pajteyga

Aaj utni bhi nahin Mehkhane mein ,Jitni hum chodh diya karte the Paimaane mein…

Dil ke chhalon ko koi shayari kahe, to dard nahi hotaTakleef to tab hoti hai, Jab log wah-wah karte hain

"Ever since dying came into fashion, life hasn't been safe."Life is a tragedy when seen in close-up, but a comedy in long-shot."Every man desires to live long, but no man wishes to be old."

some heroes' capes are invisible. 

Leave your mark where others can only dream on going 

Remember, the difference between a boss and a leader... A boss say "Go" A leaders say "Let's go""When written in Chinese, the word crisis is composed of two characters. One represents danger, and the other represents opportunity.""Do one thing every day that scares you.""If you risk nothing, then you risk everything."

L. J. de la FA CupLa emoción comienza1. dil-e-naadaaN tujhe huaa kya hai ? aaKHir is dard kee dawa kya hai

2. ham haiN mushtaaq aur woh bezaar ya ilaahee ! yeh maajra kya hai ?

[ mushtaaq = interested, bezaar = displeased/sick of ]

3. maiN bhee muNh meiN zabaan rakhta hooN

Page 8: shayaries

kaash ! poocho ki "muddaa kya hai" ?

4. jab ki tujh bin naheeN koee maujood fir ye hangaama, 'ei KHuda ! kya hai

5. ye paree chehara log kaise haiN ? GHamza-o-ishwa-o-'adaa kya hai ?

[ paree chehara = angel faced, GHamza = amorous glance, ishwa = coquetry ]

6. shikan-e-zulf-e-ambaree kyoN hai ? nigah-e-chashm-e-soorma sa kya hai ?

[ shikan = wrinkel/fold, ambaree = fragrance, chashm = eye ]

7. sabja-o-gul kahaaN se aaye haiN ? abr kya cheez hai, hawa kya hai ?

[ abr = clouds ]

8. hamko unse wafa ki hai ummeed jo naheeN jaante wafa kya hai

9. "haaN bhala kar tera bhala hoga" aur darvesh kee sada kya hai ?

[ darvesh = beggar, sada = voice ]

10. jaan tum par nisaar karta hooN maiN naheeN jaanata duaa kya hai

11. maiNe maana ki kuchch naheeN 'GHalib'

muft haath aaye to bura kya hai ?

bosa dete naheeN aur dil pe hai har lahja nigaahjee meiN kehte haiN, muft aaye to maal achcha hai

hamko    ma'aloom    hai   jannat  ki  haqeeqat   lekindil ke KHush rakhne ko, 'GHalib' yeh KHayaal achcha hai

1. woh firaaq aur woh wisaal kahaaN ? woh shab-o-roz-o-maah-o-saal kahaaN ?

[ firaaq = separation, wisaal = meeting, shab = night, roz = day, maah = month, saal = year ]

2. fursat-e-kaarobaar-e-shauq kise ? zauq-e-nazzaraa-e-jamaal kahaaN ?

[ zauq = delight/joy, jamaal = beauty ]

3. dil to dil wo dimaaGH bhee na rahaa shor-e-sauda-e-KHatt-o-KHaal kahaaN ?

4. thee woh ik shaKHs ke tasavvur se

Page 9: shayaries

ab woh raanaai-e-KHayaal kahaaN ?

[ tasavvur = imagination, raanaai-e-KHayaal = tender thoughts ]

5. 'eisa aasaaN naheeN lahoo rona dil meiN taaqat jigar meiN haal kahaaN ?

[ haal = spiritual ecstasy ]

6. hamse chooTa qamaar_KHaana-e-ishq waaN jo jawaiN, girah meiN maal kahaaN ?

[ qamaar_khaana = casino, girah = knot/joint ]

7. fikr-e-duniyaaN meiN sar khapaata hooN maiN kahaaN aur ye wabaal kahaaN ?

[ wabaal = calamity ]

8. muzmahil ho gaye quwa'a 'GHalib' wo anaasir meiN 'eitdaal kahaaN ?

[ muzmahil = exhausted/idle, quwa'a = limbs, anaasir = elements, 'eitdaal = moderation ]hamko unse wafa ki hai ummeedjo naheeN jaante wafa kya hai

pila  de oak se saaqee jo hamse  nafrat haipyaala gar naheeN deta na de, sharaab to de[ oak = palm of the hand contracted so as to hold water ]1. dard minnat_kash-e-dawa na huaa maiN na achchaa huaa, bura na huaa

[ minnat_kash-e-dawa = obliged to medicine ]

2. jama'a karate ho kyoN raqeeboN ka ? ik tamaasha huaa gila na huaa

[ raqeeb = opponent, gila = complaint ]

3. ham kahaaN qismat aazmaane jaayaiN ? too hee jab KHanjar aazma na huaa

4. kitne sheereeN haiN tere lab ! ki raqeeb gaaliyaaN khaake be_maza na huaa

[ sheereeN = sweet ]

5. hai KHabar garm unke aane kee aaj hee ghar meiN boriya na huaa !

[ boriya = mat, here it refers to groceries ]

6. kya woh namrood kee KHudaaee thee bandagee meiN tera bhala na huaa

Page 10: shayaries

[ namrood = an old king who used to say that he was god ]

7. jaan dee, dee huee usee ki thee haq to ye hai ke haq adaa na huaa

8. zaKHm gar dab gaya, lahoo na thama kaam gar ruk gaya rawa na huaa

[ rawa = right/lawful ]

9. rahzanee hai ki dil_sitaanee hai ? leke dil, dil_sitaaN rawa na huaa

[ dil_sitaaN = lover, rawa = agree/admissible ]

10. kuchch to paDhiye ki log kehte haiN "aaj 'GHalib' GHazalsara na huaa"

Maintained by smriti.com.

Comments and Suggestions are welcome.

1. dil se teree nigaah jigar tak utar gayee donoN ko ik adaa meiN razaamand kar gayee

2. shaq ho gaya hai seena, KHushee lazzat-e-firaaq takleef-e-pardaadaari-e-zaKHm-e-jigar gayee

[ shaq = crack/split, firaaq = separation, pardaadaaree = to hide, esp. fault ]

3. woh baada-e-shabaana kee sar mastiyaaN kahaaN ? uThiye bas ab ki lazzat-e-KHwaab-e-sahar gayee

[ baada = wine, shabaana = night, sahar = morning ]

4. uDtee fire hai KHaak meree koo-e-yaar se baare ab 'ei hawa, hawas-e- baal-o-par gayee

[ baare = at last, koo-e-yaar = lover's street ]

5. dekhooN to dil_farebi-e-andaaz-e-naqsh-e-pa mauj-e-KHiraam-e-yaar bhee kya gul katar gayee

[ dil_fareb = heart alluring, naqsh = copy/print, pa = leg, mauj = wave/enjoyment, KHiraam = speed ]

6. har bulhawas ne husn_parastee shiaar kee ab aabru-e-sheva-e-'ehl-e-nazar gayee

[ bulhawas = greedy, husn_parastee = to appreciate beauty, shiaar = habit, aabru = respect/honour, sheva = manner/habit ]

7. nazzaare ne bhee kaam kiya waaN naqaab ka

Page 11: shayaries

mastee se har nigaah tere ruKH par bikhar gayee

8. farda-o-dee ka tafarqa yak baar mit gaya kal tum gaye ke ham pe qayaamat guzar gayee

[ farda = yesterday, dee = tomorrow, tafarqa = difference ]

9. maara zamaane ne 'Asadullah KHaaN' tumhe woh walwale kahaaN, woh jawaanee kidhar gayee ?

[ walwale = enthusiasm ]

Maintained by smriti.com.

Comments and Suggestions are welcome.

1. fir mujhe deeda-e-tar yaad aaya dil jigar tashna-e-fariyaad aaya

[ deeda-e-tar = wet eyes, tashna (or tishna ) = thirsty ]

2. dam liya tha na qayaamat ne hanoz fir tera waqt-e-safar yaad aaya

[ hanoz = yet/still ]

3. saadgee haay tamanna, yaanee fir wo nai_rang-e-nazar yaad aaya

[ nai_rang = fascinating ]

4. uzr-e-waamaaNdagee 'ei hasarat-e-dil naala karta tha jigar yaad aaya

[ uzr = excuse, waamaaNdagee = tiredness ]

5. zindgee yoN bhee guzar hi jaatee kyoN tera raahguzar yaad aaya ?

6. kya hee rizwaaN se laDaayee hogee ghar tera KHuld meiN gar yaad aaya

[ rizwaaN = doorkeeper of paradise, KHuld = heaven/paradise ]

7. aah woh jurat-e-fariyaad kahaaN dil se tang aake jigar yaad aaya

[ jurat = courage/valour ]

8. fir tere kooche ko jaata hai KHayaal dil-e-gumgashta magar yaad aaya

[ koocha = a narrow street/lane, gumgashta = missing ]

Page 12: shayaries

9. koee weeraanee-see-weeraanee hai dasht ko dekh ke ghar yaad aaya

[ dasht = desert ]

10. maiNne majnooN pe laDakpan meiN 'Asad' sang uTHaaya tha ki sar yaad aaya

[ sang = stone ]

Maintained by smriti.com.

Comments and Suggestions are welcome.

1. hazaaroN KHwahishaiN 'eisee ke har KHwahish pe dam nikle bohot nikle mere armaaN lekin fir bhee kam nikle

2. Dare kyooN mera qaatil kya rahega uskee gardan par wo KHooN, jo chashm-e-tar se 'umr bhar yooN dam_ba_dam nikle

[ KHooN = blood, chashm = eye, tar = wet, dam_ba_dam = continously ]

3. nikalna KHuld se aadam ka sunte aayaiN haiN lekin bohot be_aabru hokar tere kooche se ham nikle

[ KHuld = heaven, be_aabaru = disgrace, koocha = street ]

4. bharam khul jaaye zaalim tere qaamat ki daraazee ka agar is turra-e-pur_pech-o-KHam ka pech-o-KHam nikle

[ daraazee = length/delay, qaamat = stature, turra = an ornamental tassel worn in the turban, pech-o-KHam = curls in the hair/complexity ]

5. magar likhwaaye koee usko KHat, to hamse likhawaaye huee subah aur ghar se kaan par rakhkar qalam nikle

6. huee is daur meiN mansoob mujhse baada_aashaamee fir aaya wo zamaana, jo jahaaN se jaam-e-jam nikle

[ mansoob = association, baada_aashaamee = association with drinking ]

7. huee jinse tavaqqo KHastagee kee daad paane kee wo hamse bhee ziyaada KHasta-e-teGH-e-sitam nikle

[ tavaqqo = expectation, KHastagee = weakness, daad = justice, KHasta = broken/sick/injured, teGH = sword, sitam = cruelity ]

8. mohabbat meiN naheeN hai farq jeene aur marne kaa usee ko dekh kar jeete haiN jis kaafir pe dam nikle

Page 13: shayaries

9. zara kar jor seene par ki teer-e-pursitam nikle jo wo nikle to dil nikle, jo dil nikle to dam nikle

10. KHuda ke waaste parda na kaabe se uThaa zaalim kaheeN 'eisa na ho yaaN bhee wohee kaafir sanam nikle

11. kahaaN maiKHaane ka darwaaza 'GHalib' aur kahaaN waaiz par itana jaante haiN kal wo jaata tha ke ham nikle

[ waaiz = preacher/advisor ]

Maintained by smriti.com.

Comments and Suggestions are welcome.

When You lose the fear of death, Life beginsWhen I hear somebody sigh, "Life is hard," I am always tempted to ask, "Compared to what?"There's no good story without romance.I have friends in overalls whose friendship I would not swap for the favor of the kings of the world.

Bacha liya mujhe toofan ki mojo ne varnaKinare wale safina mera dubo dete

Jo dekhte meri nazro pe bandisho ke sitamToh yeh nazare meri bebshi pe ro dete

Kahin julmto mein ghirkar haintalase daste rahbarKahin jagmaga uthi hain mere nakshe pa se rahein

Tere khanma kharabo ka chaman koi na saharaYeh jahan bhi beth jaye vahi inki bargahein

Hame unse koi shikayat nahinShayad hamari ksimat me chahat nahinMeri taqdir ko likhkar to uparwala bhi mukar gayaPucha toh bola yeh meri likhavat nahin

Page 14: shayaries

Naqaab = dot the i

speed = cellular

jigar ---> kickboxer (van damme)

rakshak --> hard target (van damme)

judwa --> Suang Long Hui (twin brother- jackie chan)

ghost - pyar ka sayaa

dragonfly - saaya

kramer vs kramer -->> akele hum akele tum

Naksha -->The Rundown (2003)

Page 15: shayaries

The Killer --> Collateral (2004)

Krrish --> Paycheck (2003)

Shaadi Se Pehle --> Meri Biwi Ki Shaadi (1979)

Rang De Basanti --> All My Sons (1948) & Jesus of Montreal.

Zinda --> Korean movie Oldboy

Ek Ajnabee --> Man On Fire (2004)

Chocolate -->The Usual Suspects (1995)

Salaam Namaste -- >Nine Months (1995)

Main Aisa Hi Hoon -- >I Am Sam (2001)

Kyon Ki... --> One Flew Over The Cuckoo's Nest (1975)

Aabra Ka Dabra --> Harry Potter (2001)

Dhoom -->The Fast and the Furious (2001) &Ocean's Eleven (2001)

Hum Tum --> Harry Met Sally... (1989)

Taarzan: The Wonder Car = Christine (1983)

Page 16: shayaries

Koi... Mil Gaya ==> E.T. the Extra-Terrestrial (1982), Forrest Gump (1994)

Aapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai --> Meet the Parents (2000)

3 Deewarein = The Shawshank Redemption (1994)

Kucch To Hai = I Know What you did Last Summer (1997)

Chor Machaaye Shor = Blue Streak (1999)

Awara Paagal Deewana = Whole Nine Yards (2000)

Deewangee = Primal Fear (1996)

Raaz = What Lies Beneath (2000)

mere Yaar Ki Shaadi Hai= My Best Friends Wedding (1997)

Yeh Kya Ho Raha Hai= American Pie (1999)

Kuch Khatti Kuch Meethi = The Parent Trap (1998)

Kyo Kii... Main Jhuth Nahin Bolta= Liar Liar (1997)

Kartoos = Point of No Return (1993)

Page 17: shayaries

Baadshah = Nick Of Time, The Mask, Rush Hour, Mr. Nice Guy

Ek Chhoti Si Love Story --> "Kr?tki film o milosci" [english title: A Short Film About Love].

Papi Gudia = Jhapatlela= Child's Play (1988).

Fareb = Unlawful Entry (1992)

Sauda --> Indecent Proposal (1993) ,The Deal (2005)

khamosk khauf ki raat --> identity

Karobaar --> The Business of Love (2000)

Yaarana, Agni Sakshi and Daraar ==> Sleeping with the Enemy

Criminal = Copy of The Fugitive (1993)

Hum Hain Kamaal Ke= See No Evil, Hear No Evil (1989).

u me aur hum --> the notebook and A Moment To Remember (korean)

sholay --> once upon a time & The Seven Samurai

Akayla= Cobra (1986).

Page 18: shayaries

Main Azaad Hoon=Meet John Doe (1941).

Maalamaal=Brewster's Millions (1985).

madhosi - beautiful mind

musafir - u turn

taxi 9112 - changing lanes

kasoor - forbidden sins

Bluff master - spanish Nueve reinas(Nine queens)

Shukriya ----> Till Death Do Us Apart

pyar to hona hi tha --> ADDICTED TO LOVE

MAINE PYAAR KYUN KIYAA-Cactus Flower.

ALAG - POWDER

DHOOM - TORQUE+ 2FAST 2FURIOUS

naina --> the eye

Page 19: shayaries

Janbaaz=Duel in the Sun (1946)

munnabhai mbbs --> patch adams

The Burning Train = Japanese Movie Shinkansen Daibakuha (1975)

Bichhoo(2000) --> Lion(1994)

Hum kaun hai -->The Others

Bazigar(Sharukh Khan)=A kiss before dying(1991; staring Sean Young).

36 China Town= Once Upon a Crime (1992; staring Young).

Aitraaz = disclosure (1993; staring Demi Moore).

Fool n final --> snatch

Phir Herapheri --> Lock, Stock & Two Smoking Barrels

badal --: the devils own

Jism = Body Heat (1981; staring William Hurt)

The Train (2007, Emraan Hasmi)=Derailed

Page 20: shayaries

zehar --> out of time

hey baby --> whipped and 3 men and a baby

chak de india --> mighty ducks

Bheja Fry ---> French Le D?ner de cons

Raghu Romeo (2003)= Atame! (1990...also known as Tie Me Up! Tie Me Down)

Dansh (2005) = Death and the Maiden (1994)

Sangharsh (1999)= Silence of the Lambs (1991)

paap -> witness (1985)

Ek Din 24 Ghante (2003)= German film Lola Rennt (1998...also known as Run Lola Run)

Parichay (1972)= The Sound of Music (1965)

humraaz --> a perfect murder and pakistani movie Khoey Ho Tum Kahan (2001)

dosti (bobby deol) == pakistani movie Do Dost (babara sharif)

Page 21: shayaries

Josh (2000) = West Side Story (1961)

welcome --> micky blue eyes

god tussi great ho --> bruce almighty

Deewane Huye Paagal (2005) = There is Domething About Mary.

mann --> an affair to remember

mohabbatein - absolution

life in a metro -> apartment

yeh dillagi --> sabrina

Muzse Shadi Karoge - Anger Management.

Partner -> Hitch (Dialogue To Dialogue Copy)

Kaante -> Reservoir Dogs

Qayamat -> The Rock

tathastu --> john q

Page 22: shayaries

Mr Ya Miss -> Its A Boy Girl Thing & Hot Chic (2002)

Murder -> UnFaithful

Ghajini ( Remake Of Tamil "Ghajini" Which Is Been Copied From "Memento") --> Memento

Kaante............Reservoir DogsAwara paagal deewana.......The whole 9 yardsPhir Hera-pheri..........Lock,stock & two smoking barrelsKrrish.........PaycheckSaaya.........DragonflyKasoor...........Jagged EdgeDeewane hue paagal.........There's something about maryChor machaye shor.......Blue streakRangeela.........Win a date with Tad HamiltonSalaam Namaste.........9 monthsSalaam-e-ishq........Love ActuallyKyunki main jhooth nahi bolta - liar liarTarzan, the wonder car - herbieAks..........Face-off...Sarkar from GodfatherKoi mil gaya - E.T.MAIN HOON NA*/NEVER BEEN KISSED*SAAJAN*/ROXANNE*AITRAAZ*/DISCLOSURE*SHOLAY*/THE MAGNIFICIENT SEVENBAADSHAH*/ NICK OF TIME*SSSSHHH*/THE SCREAM TRILOGY*BACHKE REHNA RE BABA*/ HEART BREAKERSBAAZIGAR*/ A KISS FROM DYINGBLACK*/ THE MIRACLE WORKER*(one of my favs.)DIL NE JISE APNA KAHA*/ RETURN TO MECHALTE CHALTE*/FORGET PARIS* (good film)HAR DIL JO PYAAR KAREGA*/ WHILE YOU WERE SLEEPING*MASTI*/ WHIPPEDMERE YAAR KI SHADI HAI*/ MY BEST FRIENDS WEDDING* (lol)

Page 23: shayaries

HERA PHERI*/ THE STINGJO JEETA WOHI SIQKANDAR*(classic)/BREAKING AWAYJISM/ BODY HEATKAHIN PYAAR NA HO JAAYE*/ THE WEDDING SINGERKING UNCLE*/ ANNIE(gotta say, both were good films..back in the day. when i was a kid..hehe)KUCH KUCH HOTA HAI**/ SLEEPLESS IN SEATTLELAGAAN* (this is Disappointing isnt it?)/VICTORYkUCH NA kAHO/ JERRY MAGUIREMOHABATTEIN*/DEAD POETS SOCIETY*MUJHSE DOSTI KAROGE?*/ THE TRUTH ABOUT CATS AND DOGSMUNNA BHAI M.B.B.S*/PATCH ADAMSAgnisakshi - Sleeping with the enemy.Chocolate - Usual suspectsBunty aur bubli - Bonny n clydeHum tum - Harry met sally

Snatch - Fool n finalPartner : Hitchpyaar ka saaya : GhostMasoom- Man,Woman and ChildShaka Laka Boom Boom - AmadeuEk Ruka Hua Faisla - 12 Angry Mensangarsh-the silence of the lambshumko deewana kar gaye-notting hillLeon The Professional - BichchhooPhir Milenge - PhiladelphiaChachi 420- Mrs DoubtfireTaxi No,9211 - Changing LanesKabhi Alvida Naa Kehna - CloserFatal Attraction: Pyar tune kya kiyaA Kiss before dying: BaazigarU-Turn: MusafirBasic Instinct: Inteqam (Manoj Bajpai n Isha Koppikar)Blue Streak: Chor Machaye ShorJagged Edge: KasoorConsenting Adults: Ajnabeemujhse shaadi karogi-anger management and meet the parentsguru-citizen kaneZEHER - Out of Time

Page 24: shayaries

DHAI AKSHAR PREM KE - A Walk in the CloudsAB BAS-ENOUGHEK KHILADI EK HASEENA--CONFIDENCE

Tathastu-John qRang De Basanti-All My Sonszinda-oldboyMr Ya Miss-hot chicsauda -the deal -the indecent proposalmain aisa hi hoonh- i am samKyon Ki...One Flew Over The Cuckoo's NestQayamat: City Under Threat-the rockAapko Pehle Bhi Kahin Dekha Hai-meet the parents3 Deewarein-the shawshank redemptionChor Machaaye Shor-blue streakKuch Khatti Kuch Meethi -parent trapKyo Kii... Main Jhuth Nahin Bolta -liar liarKartoos -the point of no returnJudwaa-the twin dragonPapi Gudia-the child`s playFareb - Unlawful EntryAgni Sakshi-Sleeping with the EnemyHum Hain Kamaal Ke See No Evil, Hear No EvilAkayla- CobraMain Azaad Hoon - Meet John DoeMaalamaal - Brewster's MillionsJanbaaz- Duel in the Sunakele hum akele tum-krammer vs krammer