29
ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab

ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Embed Size (px)

Citation preview

Page 1: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

ISRA WAL MERAJ

Night of 27th Rajjab

Page 2: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

م�ن� �ال� �ي ل �د�ه� �ع�ب ب ى� ر� س�� أ �ذ�ي ال �ح�ان� ب س�

ق�ص�ى � األ� ج�د� �م�س� ال �ل�ى إ � ام �ح�ر� ال ج�د� �م�س� ال

�ا �ن ك �ار� ب �ذ�ي �ه� ال ه�و� ح�و�ل �ه� �ن إ �ا �ن �ات آي م�ن� �ه� �ر�ي �ن �ل�ص�ير� �ب ال م�يع� ١﴿ الس� ﴾

"Exalted is He who took His Servant by night from al-Masjid al-Haram to al-Masjid al- Aqsa, whose surroundings We have blessed, to show him of Our signs. Indeed, He is the Hearing, the Seeing. (1)

Page 3: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Masjid e Haram – Masjid e Aqsa

ISRA

MERAJ

Masjid e Aqsa – Asmaan tak

Page 6: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Masjid Al Aqsa Jibraeel AS Burraq ke saath Tashreef layeNabi S.A.W tab Masjid Al Haram mein the.Buraq par sawari kar ke Masjid e Aqsa pahunche.2 Rakaat namaz padi Ambiya ki Imamat farmayiSharaab , doodh aur shahad pesh kiya gayaAap ne Doodh pasand farmayaJibraeel AS ne kaha “ Aap ne fitrat payi , Aap ko hidayat naseeb hui aur Aap ki Ummat ko bhi.”

Page 7: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

JOURNEY TO HEAVENS

Meraj = Arabic meaning “ Seedhi / ladder”

Quran Daleel

Page 8: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

1st Asmaan

Hazrath Adam A.S

Page 9: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

2nd Asmaan

Hazrath Yahya & Issa A.S

Page 10: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

3rd Asmaan

Hazrath Yusuf A.S

Page 11: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

4th Asmaan

Hazrath Idrees A.S

Page 12: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

5th Asmaan

Hazrath Harun A.S

Page 13: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

6th Asmaan

Hazrath Moosa A.S

Page 14: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

7th Asmaan

Hazrath Ibraheem A.S

Page 15: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Sidrat Ul Muntaha Is ke Ber Hijr ke matkon ke barbar

Is ke patte Hathi ke kaan ki tarahIs par sone ke patange cha gaye aur Allah ke hukum se jo kuch chahna tha chah gaya.Is se who Sidra ( Beri ka Pedh) Tabdeel ho kar itna khoobsurat ho gaya ke Allah ki koi Makhlooq Uska Husn bayan karne ki Taab nahi rakhti

Page 16: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Tohfa

Is waqt Allah Ta’ala ne apne bande ko wahi farmayi aur Aap par aur Aap ki Ummat par 50 namazen ( salah) farz ki.Wapsi par Moosa A.S se mulakatAllah se namaz mein Taqfeef ki darkhastAhkir mein 5 namaz farz hui.

Page 17: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Nabi ne farmaya, “ Jab main wahan se wapas aya to ek pukarne wale ne pukar kar kaha, “ Main ne apna farz pura kar diya aur bandon ke liye taqfeef kar di. Ye 5 namazen ajar mein 50 ke barabar hongi”

Surah Baqarah ki akhri 2 Ayat bhi ARSH ke KHAZANE se Ata ki gayi

Page 18: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

1. Quran e Majeed mein Namaz ka Zikr

2. Namaz ka Tark karna Kufr ka Elaan

3. Namaz ki fazilat

Namaz ki Ahmiyat

Page 19: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Gheebat Karne Walon Ka Anjaam

Anas RA se riwayat hai ke RasoolAllah SAW ne farmaya, “ Meraj ke mauke par mera guzar aise logon ke paas se hua , jin ke nakhoon peetal ke the aur who apne chehron aur seeno ko nooch rahe the. Main ne poocha , “ Ye kaun log hain?” Jibraeel ne kaha, “ ye woh log hain jo logon ka gosht khaya karte the aur unki gheebat karte the”

( Sunan Abi Dawood, Kitab Al Adab)

Page 20: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Beamal Qutba’ ka ibrat naak anjaam

• Anas RA se riwayat hai ke RasoolAllah SAW ne farmaya, “ main meraj ki raat kuch logon ko dekha ke inke mooh Aag ki kainchiyon se kate ja rahe hain. Main ne poocha, ye kaun log hain? Jibraeel ne kaha, “ye Aap ki ummat ke who Qateeb hain jo logon ko to bhalaiyon ka hukum dete hain aur khud un par amal nahi karte, halanke woh kitaab bhi padhte hain pas who nahi samajhte”

Page 21: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Phir ek jagah Aap e dekha kuch log kheti kat rahe hain aur jitni kat te hain utni hi woh badhti chali jati hai, poocha ye kaun hai? Kaha gaya- ye Khuda ki raah mein jihad karne wale hain.

Phir dekha ke kuch log hain jin ke sar patheron se uchle ja rahe hain. Poocha ye kaun hai? Kaha gaya , ye woh log hain jin ki sargardani unhe namaz ke liye nahin uthne deti thi.

Kuch log dekhe jin ke kapdon age peeche peband lage hue the aur woh janwaron ki tarah ghans char rahe the. Poocha ye kaun hai? Kaha gaya- ye woh log hain jo apne maal se zakat , khairat kuch na dete the.

Page 22: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Ek shaqs dekha ke lakdiyon ka gatha uthane ki koshish karta hai jab woh nahi uthta to usme kuch aur lakdiyan badha leta hai. Poocha ye kaun ahmaq hai? Kaha gaya- ye woh shaqs hai jis par amanaton ka aur zimmedariyon ka itna bojh tha ke utha na saka tha. Magar ye inko kam karne ke bajaye aur ziyada aimmedariyon ka bar apne upar lade chala jata tha.

Page 23: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Ek aur jagah dekha ki ek pathar zara sa shagaf hua aur usse ek mota sa bail nikla aya, phir woh bail usi shagaf mein wapas jane ki koshish karne laga, magar na ja saka, poocha ye kya mamala hai, kaha gaya ye us shaqs ki misal hai jo ghair zimmedari ke saath ek fitna angez baat kar jata ha phir nadim ho kar uski talafi karna chahta hai magar nahi kar sakta.

Phir dekha gaya kuch log hain jin ke pet beinteha bade aur sanpon se bhare hue hain. Ane jane wale inko rondte hue guzar te han magar woh apni jagah se hil nahi sakte. Poocha gaya ye kaun hain. Kaha gaya ye sood khor hain.

Page 24: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Phir kuch aur log nazar aye jinke ek janib nafees chikna gosht rakha tha aur doosri janib sada hua gosht, jisse sakht badboo aa rahi thi, woh acha gosht chodhkar sada hua gosht kha rahe the. Pocha gaya ye kaun hain? Kaha gaya ye woh mard aur auraten hain jinhon ne halal biwiyon aur shohron ke hote haram se apne khwahishe nafs poori ki.

Phir dekha ki kuch auraten chatiyon ko bal latak rahi hain. Poocha gaya ye kaun hai? Ye woh auraten hain jinhon se apne shohron ke sar aise bache moondh diye jo unke na the.

Page 25: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Jazakallahu Khair

Assalam Alaikum Wa Rahmatuallahi Wa

Barakatahu

Page 26: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Quran e Majeed mein Namaz ka Zikr

سورة العنكبوت

سورة األعلى

Back

Page 27: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Namaz ka Tark karna Kufr ka Elaan

Jabar RA riwayat karte hain ke RasoolAllah SAW ne farmaya , “ Aadmi aur shirk wa kufr ke darmiyan farq “Namaz ka tarq kar dena hai” Buraida RA riwayat karte hain ke RasoolAllah SAW ne farmaya , “ hamare aur munafikon ke darmiyan ahad –e- namaz hai. Jisne namaz chodi pas usne kufr kiya”

Back

Page 28: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

Namaz ki fazilat

• Sayyadina Abu Huraira RA riwayat karte hain ke RasoolAllah SAW ne farmaya, “ 5 Namzan in gunahon ka jo in namazon ke darmiyan hue mita deti hai aur (is tarha) Ek jumah dusre jumah tak ke gunahon ko mita deta hai jab ke kabeera gunahon se ijtinab kiya gaya ho.”

Back

Page 29: ISRA WAL MERAJ Night of 27 th Rajjab. سُبْحَانَ الَّذِي أَسْرَىٰ بِعَبْدِهِ لَيْلًا مِنَ الْمَسْجِدِ الْحَرَامِ إِلَى

النجم سورة