10
Homemade Hair Care Tips in Hindi Dwara Paiye Sundar Baal HRELATE.COM

Home Remedies Se Banaiye Apne Balo Ko Aur Bhi Sundar

Embed Size (px)

Citation preview

Page 1: Home Remedies Se Banaiye Apne Balo Ko Aur Bhi Sundar

 

Homemade Hair Care Tips in Hindi Dwara Paiye Sundar Baal

HRELATE.COM

Page 2: Home Remedies Se Banaiye Apne Balo Ko Aur Bhi Sundar

hrelate.com

Homemade Hair Care Tips

Baal chahe ghugrale ho ya sheedhe ya fir ghane lekin sabse badhi baat hai ki, aapke baal chamkdar hona chahiye. Saath hi jaruri hai ki, unhe sahi dekhbhal milna chahiye. Vese sundar baal to har ladki ka sapna hota hai. To fir aaiye aaj iss article mai hum aapko batate hai, Homemade Hair Care Tips in Hindi.

Page 3: Home Remedies Se Banaiye Apne Balo Ko Aur Bhi Sundar

hrelate.com

Ande ki Zardi aur Green Tea

Ande khane aur sabut prayog karne mai bhi bahut faydemand hai, isme protein ki matra bahut adhik hoti hai. Jo hair ko majbut banate hai. Jabki green tea mai antioxidant paya jat hai. Ek ande ki zardi aur 2 chammach green tea lijiye, iska paste bankar baalo ki jado mai lagaiye. 30 minutes ke baad apne baalo ko dho lijiye. Isse aapke baalo ki mai chamak aayegi.

Page 4: Home Remedies Se Banaiye Apne Balo Ko Aur Bhi Sundar

hrelate.com

Pyaz

Iska mask banane ke liye 3 pyaz aur fitkari ke tukde lijiye. Ab pyaz ka ras nikal kar isme pisi huye fitkari mila lijiye. Apne baalo ko acche se dhone ke baad sukha lijiye. Fir yeh hair mask laga kar raatbhar ke liye chhod dijiye. Tatha subah utkar kisi mailed shampoo se apne baalo ko dho lijiye. Acche result ke liye iss mask ko week mai kam se kam 2 baar jarur lagaiye.

Page 5: Home Remedies Se Banaiye Apne Balo Ko Aur Bhi Sundar

hrelate.com

Ande ki Zardi aur Kela

Ek kela aur ek anda ki zardi nikal lijiye, kele ko acchi tarah se masal kar ande ki zardi mai daalkar hair mask taiyar kijiye. Ab iss mask ko apne baalo par lagakar 30 se 40 minutes ke liye chhod dijiye, fir hake garam pani se pane baalo ko dho lijiye. Iss prayog se aapke baalo ka girna kuch hi dino mai khatam ho jayega. Isse aap week mai kam se kam 3 baar jarur lagaiye.

Page 6: Home Remedies Se Banaiye Apne Balo Ko Aur Bhi Sundar

hrelate.com

Shahad Mask

Ek chammach shahad, ek chammach rum, ek chammach castrol oil, ande ki zardi, vitamin A aur E ke capsule ko lekar acche se mix kar iska mask taiyar kar lijiye. Iss mask ko apne baalo ki jado ke saath pure baalo mai lagaiye aur halke garam towel se apne baalo ko cover kar lijiye. Ek ghante tak apne baalo ko isi towel se cover rahne dijiye. Fir kisi acche shampoo se apne baalo ko dho lijiye.

Page 7: Home Remedies Se Banaiye Apne Balo Ko Aur Bhi Sundar

hrelate.com

Oatmeal

Ek chammach taza dudh aur ek chammach oatmeal lijiye, ise acche se mix kijiye tatha gadha paste bankar apne baalo mai laga lijiye. 20 Minutes tak iss paste ko apne aaalo mai laga rahne dijiye. Fir iss mask ko dho lijiye. Yeh ek bahut asardar mask hai, jo ki aapki har type ki hair problem ko hamesha ke liye khatam kar deta hai. Saath hi baalo ko sahi dekhbhal pradaan karta hai.

Page 8: Home Remedies Se Banaiye Apne Balo Ko Aur Bhi Sundar

hrelate.com

Protein Hair Mask

• Kamjor aur halke baalo ko ghana banane ke liye protein jaruri hota hai. Protein mask banane ke liye 2 chammach pake huye kela, 2 ande ki zardi, teen chammach olive oil ko acche se mix kijiye. Fir iss paste ko apne baalo ki scalp par lagaiye tatha ek ghante baad apne baalo ko dho lijiye.

Page 9: Home Remedies Se Banaiye Apne Balo Ko Aur Bhi Sundar

hrelate.com

Anti Dryness Mask

• Raat mai nariyal tel, olive oil aur sarso ka tel gram kare aur apni ungaliyo ke dwara iss tel se baalo ki massage kare. Fir isse raat bhar chhod de aur subah shapmpo kar lijiye. Isse balao ko prakritik tor par nami milti hai.

Page 10: Home Remedies Se Banaiye Apne Balo Ko Aur Bhi Sundar

hrelate.com

Amla aur Nimbu ka Ras

Amla ko kat kar sukha le, fir iska powder bana kar rakh lijiye. Ab is powder mai numbu ka ras aur pani milakar paste bana lijiye aur apne baalo mai lagaiye. Iss paste ko week mai kam se kam 3 baar jarur lagaiye.