39

Vigyapans (Trendy baba series)

Embed Size (px)

DESCRIPTION

Compilation of artworks, ads, teasers and write-ups related to various projects by Mohit Sharma (Trendy Baba) [2007-2012]

Citation preview

  • 1. Namastey! Compiled few teasers, promos, ad campaigns of my projects over the years. Second Vigyapan book, coming soon! Timeline: 2007-2013 - Mohit Sharma (Trendster / Trendy Baba) Mohit Sharma, Fenil Comics, Raj Comics, Fiction Comics, Freelance Talents, Infra Surkh Shayars.

2. Maa ka Monologue (2013) " ... ... .. ... ..." 3. .. ... .. .. ... ... ... .. .. .. ... .. .. .. ... 4. ... .. .. .. .. ... ... ... ... .. ... 5. -- : Parmanu Origins (Preview) (2008) --------------------------X-----------------------------X--------------------------X------------------ , . , . " , . . 22 . . . ." - ... . - . ? - . . . 6. , . ... . . 7. .... . .... . . . . . . " ....... ....."--------------------------X-----------------------------X--------------------------X------------------ - .... ? .... ... ... - ......... ... ... ...." .... ......" --------------------------X-----------------------------X--------------------------X------------------ - , . " ... .... ." - !!! . - , . 8. - ... 2 ... ..... - . 2 2 . - ..... . - . .. ." ...... ..." --------------------------X-----------------------------X--------------------------X------------------ - ? - , ! , ..... - . " .... ......" "" .... . . 9. " , !" . " ..." " .... ... ....." " , , ..... ......" 10. --------------------------X-----------------------------X--------------------------X------------------ .... .... - ...... 11. " .... ... ... ... ... ..."--------------------------X-----------------------------X--------------------------X------------------" 19009 ........................ ! 12. Dimension, ! 2010 SSSSSSSSSSSiiissssssssssssssssssiiiSSSSSSSSSSSSSSSSSSiiissssssssssssssssssss iii......... Tiranga : Savdhaan! Dhruva uss lagta hai uss Rishi kay shaap se humara dimension phir badal gaya hai. Yahan bhi andhera hai iss baar haath pakad kar rehna nahi to pehle waale dimension mey tum Ahmad Shah Abdali kay camps ki jagah Sitapur mey Chamunda Mata kay Mandir chale gaye thay phir hum logo ko poora ghoom kar "Gonda-Bahraich-Basti" waala route pakad kar aana pada. Ye kaisi aawaz aa rahi hai....kaan mey citi si to nahi baj rahi hai....tumhe bhi sunayi de rahi hai ye aawaz.... SSSSSSSSSSSiiissssssssssssssssssiiiSSSSSSSSSSSSSSSSSSiiissssssssssssssssssss iii......... Dhruva : Haan, aawaz si to aa rahi hai. Haath pakde rehna, Bhai....lagta hai koi bada khatarnaak jeev so raha hai. Andhere mey kuch dikh bhi to nahi raha. Tiranga : Mujhe to ye kisi bhayankar saanp ki aawaz lagti hai. Maine aaj tak apni crime fighting kay paise jod kar sirf ek movie CD laga kar dekhi thi "Anaconda"......usmey har samay aesi aawaz aati hai. SSSSSSSSSSSiiissssssssssssssssssiiiSSSSSSSSSSSSSSSSSSiiissssssssssssssssssss iii......... Dhruva : Oho! waisi aawaz to har pirated movie mey aati hai. Ye Nagraj ka bigda roop bhi ho sakta hai...kya pata kisi dimension mey villain ban gaya ho. Ya koi aur Ichchha-dhaari Saanp, jaise Nagdant bhi ho sakta hai..... Tiranga : Huh! Arre, aese logo kay to mai yun hi saare dant tod dun....jo bhi ho humey dekhna hoga. Saavdhani se tum aage jao Dhruva, har dimension mey mai aage nahi jaunga. Dhruva zameen par rengta hua aage badha aur kuch palo baad.... Ek Mahila Chillayi : 13. AAAAAAAAAAAAAAAIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIIII!!!...Chor...Chor...Daaku...Kachchh a-Baniyan Giroh waale aa gaye....Aji sunte ho...Air Gun nikal lo, Sinku ki, iss baar pants kay upar kachchha pehan kar aaye hai!!!! Tiranga : Kya ho gaya....ye to Barkha Dutt ki si aawaz lag rahi hai....TV chal raha hai kya....Dhruva tu aage hai, bata kya dekha? Dhruva : Burrrrr...fooooffffff...AAAAAKKKKKK thuuuu...fafadfafafrrrrrr....khakhraaa...chipss...crunchyyy..krrrrrrr....Khurra is a good THS.....hrrrrrrr Tiranga : Sahi se bata....Ye kaunsi power chhod di villain nay tujhpe...current to nahi lag gaya isko....O Dhruva....mere dost...tu zinda hai na..... Dhruva : Kuttey! mai to zinda hun par tu mar jaayega...wo koi khatarnak jeev ya saanp nahi tha ek Aunty apne navjat bachche ko "SSSSSSSSiiissssssssiii...." ki aawaz nikal kar susu karva rahi thi aur andhere mey aage reng kar jab maine roshni mey apna muh uthaya to mere upar...... Tiranga :....uss navjat bachche ki susu ki dhaar aa gayi...Hai na! Dhruva : Serious banne ka natak to kariyo mat mere saamne...Meri beizzati wala dialog poora karne ki badi mismisi chhuti rehti hai tujhe....O Aunty, darr kar mat bhaago...mujhe Tooth Paste, Listerine..Mouthwash 2 Gallons paani aur trunk cleaner de do....nahi to mere haatho aapke poore parivaar ka murder ho jaayega. Mahila : Ye to dehaat elaka hai...yahan paani ki killat hai. 2 Maggha paani tha uss se abhi tumhare saamne Munnu ki dhulli-dhulli karva di. Ab paani Subah aayega...Daant, Muh to hum koyla laga kar saaf karte hai...jitna chahiye le lo.... Dhruva : Oh! Nahi!!!!!!! Tiranga : Hey Bhagwan! Ab kya hoga Dhruva....ab kya karoge tum? Gussey mey Dhruva nay Tiranga ko jakad liya. Dhruva : Mai keh raha hun na aese serious ban ke, bholey question puchh kar mazey mat le...Aunty maine isko zameen par pakad rakha hai, ab kisi bachche ko susu aaye to jaise mere upar karaya tha waise hi iske upar "Dhaara-Dhaara, Shudh Dhaara" karva dena. 14. Mahila : Munnu meri godd mey aur baaki bachche to ab so gaye hai....Haan, mere unko raat mey jaane ki aadat hai...jab wo uthenge to unko keh dungi..... .... ... .... .... . .... ( ) 2008 . .... . . . "... ......... ...-!!! ..." ..... ", ..... ..... . ." . - ! . 15. .... " .... .... . ? ." . ... . .... . . . . . " ... ?" . ".... ." ( ), Second Story Ad - . . . " .... .... ........ .... - . 16. ..... ? ..... ...." - . ... . . . ..... . . ..... .... - . ( .) .... . ..... ..... . " .... ..... ? . .... .... ..... ? ?" - .... . ...... . . ...... ..... 17. . . ..... . ...... . .... ..... . " ..... .... ...." . - ....????Dwand (2007) Jalstarr badhne kay kaaran tatiye Bharat (saath mey Rajnagar) doob raha hai.Idhar Delhi aur aas-paas kay rajya jaanleva mahamari se jhoojh rahein hai. Bahut bade shaydiyantra ko vifal karne akdoosre se anjaan Dhruv aur Parmanu pahunch chuke hai iss samasya ki jadd Andaman Nicobar dweep samooh par jaha kay 2 kabilo nay unhe sweekar bhi kar liya hai.Waha aakar wo dono phas gaye hai kabilo ki chhoti-chhoti samasyao mey aur yaha badh rahi Bharat kay vinash ki samaysa. Kya Dhruv aur Parmanu mey se kisi ka prayaas safal hoga Kya Andamaan Nicobar dweepsamooh par akdoosre ki maujoudgi ka unhe pata chalega 18. Kaun hai iss shadiyantra kay peeche Bharat ki samasya kay saath kya inn 2 kabilo ki samasya bhi suljhegi Bharatvaasi pehle uss mahamari se marenge ya badhte jalstarr seKaisa hai ye......Dwand ? Prastut hai kahani ka doosra Ad. Rozen Kabila aur Warta Kabila....ye 2 padosi kabile aapsi matbhedo aur ladaiyon kay liye jaane jaate hai. Dhruva ko apnaya Rozen kabile nay jabki Parmanu ko Vinay kay roop mey panaah mili Warta Kabile mey. Dhruva wahan pehle pahuncha jisne apne kaushal se Rozen kabile kay sardaar ka dil jeeta aur wahan rehne kay liye kabile kay sardaar ki aagya paa li. Dhruva uss kabile ki chhoti-moti samasyaon ko suljha kar wahan kay logo kay dilo mey apna sthaan aur pakka karne mey lag gaya. Rozen Kabile mey samajhdaar Hindustaani shehari kay honay ki khabar poore dweep samooh kay kabilo mey fhail gayi....shayad yahi wajah thi ki Vinay ko Hindustaani shehari honay ki wajah se Warta Kabile mey apne aap sharan mil gayi. Kabilo mey reh kar wahan ki sthaniye samasyaon ko suljhane kay saath-saath Vinay aur Dhruva apni tehkikaat bhi jaari rakhe huey thay. Badhte huey samudri jal-starr ki wajah se Andaman Nicobar Dweep Samooh kay sabhi kabilo mey shudh peene kay paani ki zabardast killat honay lagi. Warta aur Rozen Kabilo ki paani ki zaroorat ko ek hi paani ka bada talaab poori karta tha. Par ab paani kay liye aaye din dono kabilo kay waasiyon mey tanaav aur hinsak jhadape honay lagi. Wahan kay kabilo ki ye pratha thi ki koi vivad honay par dono kabilo kay sarvashrestha 50-50 yoddhao mey tab tak yuddh hoga jab tak ek kabile kay saare 50 yoddha maare naa jaaye.....vivad ka nirnay jeetne waale yoddhao kay 19. kabile kay paksh mey hota tha. Buzurgo kay anusaar peechli baar aisa yuddh inn kabilo mey 75 saal pehle hua tha jisme dono kabilo kay aadhe se zyada purush maare gaye thay. Kabilo ki jansankhya kay hisaab se iss baar to sthiti aur zyada vikat thi. Yuddh ka din aaya aur Vinay, Dhruva apni lakh kosishon kay baad bhi yuddh kay nirnay ko nahi rukva sake. Dono taraf kay 100 yoddhao mey khud Vinay aur Dhruva bhi shaamil thay. Doosre kabile mey shehari honay ki khabar Vinay aur Dhruva ko bhi thi. Yuddh mey aamne saamne aaye Vinay nay Dhruva ko turant pehchaan liya par Dhruva nay Vinay ko shaq ki nigaaho se dekha.....Dhruva ko laga ki Bharat mey ho rahi samasyaon ka sambandh Vinay se ho sakta hai. Yuddh shuru hua....Dhruva aur Vinay apne vaaro se doosre kabile kay yoddhao ko jaldi-jaldi behosh karne lage taaki ye yoddha aapas mey ek-doosre ki jaan naa le le. Kuch dair baad, aakhirkaar behosh 98 yoddhao kay beech 2 yoddha bache thay......ab aamne saamne thay Vinay aur Dhruva. Sthiti se nipatne ka ab dono ko koi raasta nazar nahi aa raha tha. Kisi ek kay haarne ka matlab hoga ek kabile ka peene kay paani se vanchit ho jaana.Astitva (2007) Bade paimane par Murdo aur Machino ko mohra banakar ho raha hai 2 mahashaktiyo ka yuddh.Iss yuddh kay beech mey pis rahe hai manav. Parmanu ko chhodkar Probot jaa chuka hai Machini dal mey jiska naitratva kar raha hai Inspector Steel.Murda dal ki aguvaai kar raha hai Anthony. Kaun hai wo 2 Mahashaktiya jo apne matlab kay liye kar rahi hai ye vinash 20. Kya hua Inspector Steel aur Anthony kay takraav ka anjaam aur kya hua murdo aur machino kay takraav ka anjaam Kya bach saka Manavo ka ....Astitva ?Pesh hai doosra Ad. "Aakhir tum karna kya chahte ho? Mera paisa koi paani nahi hai....mujhe jawab chahiye. Ye kaisi war hai? Machines ko murdo se darr nahi lagta....murde marra nahi karte....ye ladai to kabhi khatm nahi hogi." "Tension mat lo.....mujh par bharoosa rakho. Waise tum bhool rahe ho ki insaano ko murdo se darr bhi lagta hai aur insaan marra bhi karte hai.....ek minute zara mere informer ka message aaya hai....." Message padhne kay baad wo shakhs sakte mey aa gaya. "Steel....tuney mujhe dhokha diya hai.....meri machini fauj mey rehkar usse barbaad kar daala. Tu jald hi khatm hoga." Uske saathi nay poocha. "Ab kya hua?" "Mai bhool gaya tha ki Steel ka shareer to machini hai par uska dimaag insaani hai.....jispar mera koi control nahi hai. Usne humari machini sena ka Commander ban kar uska nirdesh tantra barbaad kar diya. Saari machini sena nishkriye ho gayi hai....par ab mai murdo kay zariye aur zyada tabahi fhailaunga....doguni tabahi taaki manav jaati machini sena ko miss naa kare....ha ha ha ha ha." 21. Indi Horror (2007-2013) 22. Dogarun : Doga ki Shaadi (2007) 23. Infra-Surkh Shayars 24. Long Live Inquilab! (2012) 25. Wrestling .. . .... . . . fued develop , contract signing . . , , - . , , , , " " . " " .... - . .... . . " , ." - .... . ? - ...? - ..... . - , . - ....... ... " ..... 26. ..... ... ... ? . , . . . " , ! ... .... ......" - ! ... .. ... ! . . " . 51 ....." - ........... ... .... - , . . . . - .... .... ..... ... ... ... ...250 ... .... - . - ...... ... contract signing quit . 27. . ", , . ... ! !!!!!!!" - , ... . . " " . . - , . - . - ! , "" ..... spondylosis . .... - .... "", "", " " . - (cleverta) ... . - ... . - ... ... . - . . . 12 - 13 ... - ... In fact, . , . 28. - .... .... - , ! ...Pagli (Fiction Comics) Ad Campaign (2012) 29. " , .... ... , . ! .. ... ....- ? ....... .. .... ... ... ...." 30. " .... ... ... .. ... ... ... ...." 31. 84 Tears (2011)