Shay Ari

Embed Size (px)

Citation preview

days which have gone are countable but which are still to come are countless. "SHAYARI Aur KAVITAYE" -------------------------------1---"is dosti ko agar humne 'ISHQ' ki dor mai piro diya .. to fidaa'ee ka haar to milega humeh ... lekin ek dost ki kasam tut jayegi ..."2---"yeh sitaareh hamarhe 'najm' ko aapni 'kehkashan' ki tawayaf na samjhe ..... kyonki inhe kabhar nahi hai, mehfil mai mehmaan yeh nahi hum hai ".... 3-- kaun haraarat se majruuh hai yeh dil .. ki raat ko sukkun dhuntey hain na jane kis alam mai subh bechain ghumhtey hain kiss ulfat ki jehmat mai pad gaye nadaan hum mehfilon main bazzaron main .. us shokhi ko khojtey hain ek pal .. ek muskurahat main.. fida ho gaye thy hum har waqt har lamhah.. unse nafaraat ki daleel sochtey hain ishq ko naa ' ilaaj kehne wallon pe hum lateefah kasa karte they .. ..ki hum hi ab darr' dar hakim dhundtey hain ... 4---"jis 'mahak' ki 'mahak' ne hazaron 'bayaabaan' ko 'firdaus' banaya hai..... ...khuda ko bhi 'ilm hai ,.....ki us 'mahak' ko hamne 'mehakna' shikhaya hai .."5--- "agar tum na hogi to is 'gul sitaan ' mai se hum na guzrenge .... ..ki aakhir in 'gulshaan'o ne tum se hi to 'mahak'na shikha hai.."6---"khuda se du'aa ki thi hamne ki unse ek baar to mulakaat ho .. par yeh na kha tha ki woh unke nikaah ki raat ho "7---"ki usne unhe 'falak' (heaven) ki ham taa 'zeenat' (beauty) toh di ... par seenahe mai dil daal na shayad yaad na raha "8---is nazar ki talak mai hum itne tarse gaye.. .........ki un judaiyon ke mausam mai askh'on ke na jane kitne sawan barse gaye "9--- jannat to naseeb ho mere yaar ko .... ..... par chain na mile is duniya mai us bewaffa pyaar ko 10 --- in qalb ke asskhohn ko hum muskaan se chipa lenge .. .. tum jaoge hume chod ke ,lenkin hum khuda se tere yumn ki du' aa lenge 11--- farmaan ke kagaz mai lawaz likhe hai maine dil se .... .. ki ishq hai humeh tumse , tumse , aur sirf tumse .12---gaeron ko muskrane mai hum itne ghul gaye ... ...... auron ke gum hi itne pee liye ki khud ke gum hi bhool gaye .. 13---Khafaa khafaa hai hum , ki hum unke pass nahi ... .... bezaar hai khuda se ki hum unke khaas nahi ... 14---larzaan ' te they chuune mai dehlleez ko us ki .... ... ki ab to samander-e-ishq mai dubjane ko jee chata hai 15--- hum nahi aashiq is jamane se keh do .. ...... jeher pine ka to kewal tamasha kiya tha.. .. tha nahi kissi jaalim mai itna saahas ... kaafir bana de husn ka aapne ... ... is dil ko to humne be kas ki zanzeer mai baandh liya tha ...16--- bana dete parwana uski chata ki shaama ka ..... jala dete uski judayi ki aag mai ... dete to pankh ud jane ko , to gum na tha jalne ka ... par banaya hi humeh aapang ki ab na ji saktey hai aapni chaaht ke liye .. aur na marne ka rasta diya hai ..17--- na do nisbat gulbaab ke fool se .. nahi to woh murja jayegi ... na karo nisbat Mah-e-man se .. nahi to woh dhal jaeygi .. nisbat do in kagaz ke gul'on se .. to yeh mohbaat hamari inki treh rang layegi 18--- ishq ke mausam mai aashiq'on ke fool khilte hai ... chaaht ke gulsitan mai naye aashnaa milte hai .. kaffir ke fatwae' ke tofaan to chalte hai .. par yeh kambakht dil ..humse kahan sambhalte hai 19-- hai zaalim yeh khuda jo meri fariyaad nahi manta ... is bezubaan dil ki tadpaan nahi janta ... karke judaa aashiyaane se uske chaahta hai karwana ghulaami .. lekin shayad woh is pak ishq ki aukaat nahi janta20-- gujar gaye jamanae uski yaad mai ... dub gayi kasti meri .. tanhayi ki barsaat mai .. kafir ko us , lekin aaya na rahem .. jalta raha dil mera uski bewaafyi sugaat mai .. 21--gar ishq bhar nikal jaye to yeh 'Maher '' hai .. gar basa rahe andar hi ....to dil ke liye sabse bada zeher hai .. 22-- kehte na banta hai ... roke ke na rukta hai .. yeh sehlaab mere ishq ka ab mujhse nahi sambhalta hai ... dub gaya dil mera chaaht ki gehrayi mai .. is samunder mai hi duba main , aapni tyanhayi mai .. kashti thi teri chaaht .. mullah koi aur tha .. dub raha tha mai ishq ke bhavron mai .. tujhpe iqkrar karne ka mujhme na zor tha . teri muskarahat hi khawaish thi meri .. tha is hi baat ka mujhe dar .. ki ro na de tu sunke dard mera .. isliye rakha tujhe maine bekhbaar mujhe to milegi na manzil aapni .. mangta hun tujhse kuch agar .. chae kar tu ishq aapne nadeem se . ..lekin kum se kum mujhe yaad to rakhna dilbaar 23--jub puchte hai sub humse ki .... kiske liye hai yeh gul khile kehdete hai sochke naam uska . bus thaa zor ishq ka .. ki hum beh chale24-- khuda bacahe us chinagri ko jisne yeh aag lagayi hai .. is dil ki pyaas to usne hi bhujai hai tu hi woh chingari hai jisne yeh aag failayi hai . in lawazon mai dil mera lekin teri khudayi hai25 -- mujhe ishq hai ya koi aur khata . ae dost mere mujhko tu itna to batadawa la . ya daroo tu .. aaj mai mazboor hu26 - ae dost . hai tujhe kasam yeh dosti na todna . musibaton ke sehlabh mai bhi . is haath ko na chodna .. mil ke batteyn ke sub khusi aur gum .. kasam hai us khudha ki juda na honge hum .. teri dosti mile jisko uspe hai khuda kadardaan .. jaise mil gaya ho amawas ki raat mai mahemaan (moon) .. 27-- intzaar mai tere mila humko yeh sila .. diya tune kuch nahi sirf ,gum aur gila .. teri yaad ke assun humne rok liye .. lekin dil ko rone se na rok sake diya khuda ne yeh nakar dil ki tuta nahi ... soch raha hai ki kahin ishka chand to ruttah nahi .. 28 -- rok sake ess hum nahi ...ruk sako wiase tum nahi hai kasam bus hamari ki maan lo ......abhi to aaye ho jane ka naa naam lo29 -- kehte hai shayar hume , ki haasi aati hai unpe .. 2 marz hai yeh ,maariz hai hum .. dawa dete nahi ... aur wah wah karte hai .. 30 -- likhe hai jiske liye yeh gum .. samjh aatey nahi unhe hum kehte dete hai inhe shaabdo ka jaal .. dikhta nahi unhe darde dil ka haal .. 31-- youn appke yeh muskarana , u haske sharmana,. julfone ka in yeh katila itrna. aapki in aadyon ne kar diya hai deewana.. e shezaadi meri .. is fakir ki fariyaad na thukrana..32- youn hason na in nazm'on pe yeh lawz nahi dil ke tukde hain ... hai aapke liye to sazon ke zaal .. mere ahsaason ko liye zakde hain .. hai mere dil ke yeh raste , raste lekin yeh sakde hain 33- chale hum chod ke yeh gali .. ki kissi humdardi hi nahi mili ji chaha ta to tha bahut .busne ka is darya kiner pe .. lekin koi kasthi hi nahi mili 34- haston ho e zaalim .. dekh ke hamari halat.. is bazaar mai hum tere liye hi kadhe thy ..aur tune hi saath chod diya // borin35--kya maroge us aashiq ko jisne khud ko maar liya ...aapni jaan deke jisne tera pyaar liya khuda bhi ro raha tha jub uska janaza utha .. ek aur banda uska use fir rutha36-- geron ki mehfil ke hum nahi hai tamashe ..likhe nahi hai dil se hai tarashe has na inpe ..koi latife ke saaz nahi hai . samjh kya aayega tujhe hai nakar yeh tere bas ki baat nahi hai 37- GAM KO NA MARO . GAM HI AASHIQ KI PYAAS BHUJATA HAI .. YEH BEREHM ISHQ TO BUS GUM KI HI YAAD DILATA HAI 38-jite hai hum unke liye .. huk kha hai humeh khud khusi ka .. lekin jub unhe yeh jamat pasand hi nahi ..to isse pehn ke kya karna 39- fool agar chun ne hai to kaaton ke hi kyun chune .. fool to sadabhar ke bhi khiltey hai .. yeh bhawre jo deewane hai inke .. sirf gulab pe hi nahi miltey hai .40- in neeli nazron ke deewane hai hum . is hassen aag ke parwane hai hum.. jala de ..mita de ...kar de nis-t-enaa-boot.. de dunga ishq ka mere ..jo mangegi saboot in nazron ko na hata humse . ki mach jati hai jalan dil mai.. jhukti hai palke wahan .. ud jati hai sasen us pal mai ..41-- haseeno ki hasi mai fase ja rahe hain.. unki be kusoori mai dushe ja rahe hai ... khayalaton mai humre dikhte hai wohi .. ab sa-sain hum unke liye hi liye jaa rahe hain. woh ka-shis .. woh andaaz.. woh dhadkan .. kaise kare bayan. yuhin unhe soch ke kuch nazm likhe ja rahe hai ....42-mehfila mai aaye hai hum gulshan mehkane ko .. in bhawron ko aapne parag se rizhane ko .. kuch nazme hai inhe sunane ko .. kuch lawaz hai inhe batlane ko .. kaffa thy humse yeh .. aye hai inhe mannane ko .. kar diya hai madhosh humeh inki chahat ne .. aa hi gaye hai hum aapni dil ki baat farmane ko 43- Khwabon mai dekha tha tujhe .. baahon mai dekha tha tujhe .. darke is duniya se .. zakdh liya tha tune mujhe .. Hawa se halka tha tera badan .. chaand ki chaandni se safed tha tera tan.. gehrayi mai uski kho gaya tha mera man .. khoobsurti ne teri chura liya tha mujhe sanam... Khwab hi tha woh .. ya tha koi jaadu .. bechain ho raha tha mai . nahi ho paa raha tha khudpe kabu .. Chaha tha main jo .. paya tha tujhme aaj... baahon mai tujhe dekh kar .. ho raha tha khudpe naaz.. Hothon mai tere thi woh masumiyat .. dikh rahi thi khuda ki karamat .. chune hi wala tha ki, dar gaya sachai se .. dekh raha hun khwab mai, ilm tha yeh mujhe .. Tut na jaye yeh pal, jee lena de thoda aur sanam .. kya pata fir mile . ya na mile kabhi hum Khwabon mai dekha tha tujhe .. baahon mai dekha tha tujhe .. darke is duniya se .. zakdh liya tha tune mujhe ..44- is jahan mai aakele aaye ..thy akele hi jana hai kabhi is ghar ka to kabhi us dar ka thikana hai kissi ki aas thi . ishq ki pyaas thi .. thukra diya usne . ab kissi se dil nahi milana hai .. is jahan mai aakele aaye ..thy akele hi jana hai kabhi is ghar ka to kabhi us dar ka thikana hai 45-ashkh'on ko in tere liye chuppa lenge .. tu khus hai hai ..isliye inhe sukha denge .. ghunaah kiya tha ..isliye hum na rone ki khud ko saja denge .. tu khus hai isliye .. gum ko hi gum pila denge bezzar hai humse.. gum nahi uska ..tu khus hai isliye.. dar hai kahin hum fir se na rula denge ..kehr chaltey hai ab . dabaye in ehsaason ko ... tu khus hai isliye ..isliye tujhko hum bhula denge ..46-dard mai piroye hue .. aasunyon mai bhigoye hue .. saaz ko inhe dil se nikaal rahe ..teri yaad hai inmhe chupi hui .. ..teri yaadein hai inmai ghuli hui ...kuch baatien hum bol rahe ..baatein kuch teri khaamoshi mai dabi hui ..naarzagi hai teri .. un sason mai bahri hui..zaayaz hai tera ghussa.. tera ruthna .. lekin hum aapne dil se yeh . baatein yehi baatein ..hum humse kafha na ho lekin ..yehi baat hum har assuon se ..haar dil ke tukde se .. cheekh rahe47-bhavre kuch gun guna rahe hai .. humse kuch kahe ja rahe hai .. thy hum akele kisi ke intzaar mai . koi hamare pyaar mai mare ja rahe hai ...ikraar karte na banta hai unse . nahi chupaya ja raha hai ..humse ishq hai unhe, ilm hai hume iska.. lekin bus unki haan ke intzaar mai khaakh hue ja rahe hai .. 48-koi to suno in nazmo ko . ki dard hai mera inmai chuppa hua koi to samjho in saazo ki .. eshsaas se mere hai bahri hui .. kahin likhtey hi na reh jaye hum.. aur kho jaye yeh na samjhon ki duniya mai ..aur is aashiq ki kabar ko koi ziyaarat bhi na milley 49-woh jo sharmati hai ..palke hai aapki ..woh jo itrati hai . .julfain hai aapki .. muskarahat hai jinpe .. appke hoothn hai woh ...masumiyat hai jimai .. surat hai aapki ..kya seerat de us surat ko .. jise khoobsurat kehne mai shramatey hai hum ..khuda ki karamat ho aap .. isliye lafzon ki kaami ka hai humeh gum .. kahin reh na jaye koi zarra ..bina bayaan kiye . aur log kahe ki is chaand mai humne daag laga diye ..50--Aaafiyat.. hai tere intzzar ke lamhon mai.. Aaafiyat hai un ..pyaar ki kasmon mai .. un dil ki dhadkano mai hai aaafiyat ..aaafiyat hai un sason ki uljhan mai .. 51-dil mai dard hai ,.. marz pata nahi,,gir rahe hai aasuon, ... koi khata nahi. jal rahe hai kisiki yaad mai,... usko pata nahiehsaas hai to hai bahut,.. wajah pata nahi.seh rahe hai sub kuch, ..jurm pata nahi..dil mai hai dard..marz pata nahi52Aaafiyat.. hai tere intzzar ke lamhon mai.. Aaafiyat hai un ..pyaar ki kasmon mai .. un dil ki dhadkano mai hai aaafiyat ..aaafiyat hai un sason ki uljhan mai .. 53 in Aab-e-chashm ko man baah-de, par dil tok ta hai,jis behram ke liye nikle hai, uske barey mai sochta hai,kya layak hai woh inke jisne kiya nahi rehm tujhpe,pyaar ka naam leke ..bus dard diya baaz aa is majnu pan se.. utha tukde dil ke aur bana le pathr .. ki koi kare chot to na bikhre fir se..in Aab-e-chashm ko man baah-de, par dil tok ta hai,54 dil mai dard hai ,.. marz pata nahi,,gir rahe hai aasuon, ... koi khata nahi. jal rahe hai kisiki yaad mai,... usko pata nahiehsaas hai to hai bahut,.. wajah pata nahi.seh rahe hai sub kuch, ..jurm pata nahi..dil mai hai dard..marz pata nahi55 khubsurat hai tu inti..ki dehkna nahi chahte..bas jayegi dil mai to kaise rahenge.... bin tere jiyenge bhi to kya kareneg...ankhe hai nashili.. jeher hai labon pe..addayen hai katil... muskahrat hai zalim..zulfon kardeti hai madhosh..junoon hai mera teri chata ko pana.. 56 woh muskurahat hi katila hai teri ..ki haste hi mar jate hai jispe.. un hotey ko dekhte hai ...ki chumneka man karta hai ...is dil pe rehm kar sajni...yeh dil koi gair nahi tera hi hai ..dhadkta hai is badan mai ..lekin dhadkta tere hi liye hai57teri aankhe hai chamakti hai ese jaise aasman mai sitare ke haitere pyaar mai .hamari raatein awwara hai ...janam, sajan, dilbar ..kehke dil yaad karta hai tujhe.kush hun mai ki khuda ne tera saath diya mujhe ..pyaar ke hai bol hain ..jo likhta hun ishq ke ghoont piye ....tere naam nahi hai inmai .lekin likhe hai tere hi liye 58intne khawb tute ki .ab khwab dekhne se bhi darta hun..lamhaa lamhaa teri yaad se ... bechain ho uthta hunun palon ki kasak se ....bebas ro padta huntu nahi rahi meri .uski parwaah nahi mujhemai tujhse pyaar karta tha .mai tujhse hi pyaar karta hun59barish ka mausam nahi .. tanhahi ke aasun hai ..badalon nahi garj rahe hai .. dil toot gaya hai andehra aasman mai nahi ... asshaaon mi chaya hai dharti gili nahi hui hai ... ruh pigal gayi hai ..teri yaad mai ..kya hasar ho raha hai .. yeh khuda na . mera haal bataya 60badal bhi jayenge .. tanahi bhi tute gi ..teri yaad tujhe keech layegi ...khilenge gulshan .mehekenge hum mausam mai fir sadabhar chayegi pyaar karenge do dil .. is chaman mai us khuda ko mujhe aashiq pe shafaqat aayegi62need refinement baarish ke mausam mai ..aangdayi li baadlon ne ..choti si bundon ne kar diya .berehm suraj ko shaant chitaain pade us nirmal jal ke ..lekin bhuji nahi aag is dil ki..teri bewafi ne kiya rab ko bhi sharminda .. lekin maaf karwa li maine usse saja mere kaatil ki 63) need refinement nazuk. subuk..khwaab thy mere ..bewaafi ki hawa se hi tut gaye ..jodne mai unhe ,laga hua tha mai ..aur woh unhe kuchal rahi thi64) need refinement meri mohbaat ko tune sanam ..samjha nahi kissi kabil .tadap raha tha mai ..tadap ke reh gaya .. tu aayi in 65) need refien ment ...tera naam ..kaafir ki zubaan pe dekh kar jalan machti hai is dil mai..kiss majilis ki jalwahe ki treh cheerti hai unki aankhe tere komal badan ko ..saha nahi jata is khuda ki behrehmi ko..ki tera aashiq mujhe ek ko hi banaya .aur baki darinde paida kar diya 66) hayaat se kya aarzoo humeh ..dagar-e-ishq kohke bardasth kiye humne julm aur sitam itne.. na seh sake jalim ke dhokedariya-a-mohbat mai mar mite haazron ghalib.. kyon zinda hai hum abhi ..kya aashiq kisise chotey67)waqt zakhmo ko bharta hai, yeh to humne suna hai ...lekin zakhm-e-waqt kaun bahrega ..68)kudrat ke thy sitaare, aasman mai chamaktey they.. ...yeh arz esi palti aur khaak mai mil gaye69) yeh dard hi hai aasli mehboob.. saath to rehta hai kumse kum hamare... yeh toota dil hi hai aasli yaar.. lekin yaad karta hai tujhe kache hi sahi waade tere .. jhoota ek aashiq to mila mujhemai nahi janta is farak ko .. jehr hai yaa pyaar . azziz hai mujhe 69) gum hi hai kalam meri.. gum hi siyaahi hai .. gum ka hi hai kagaz .. gum ki hi duhaaii hai woh kehte hai ki assun ko chipha lo ..hum kehte hai dil ka gum hai beh jane do ..woh kehte hai ki jannat ke bare mai likho .. hum khete hai ki pehle jhanum se to guzar jane do70) Ae aaftaab tujhe hua kya hai ... (kaise) is baad ke zhoke mai chupp gaya hai zau ko teri hua kya hai.. (kaise) shama' se bhi phikki pad gayi hai taab ko teri hua kya hai ... (kaise) sard naseem mai mit gayi hai siraaj ko aaj hua kya hai .. (kaise) chameli ki mehak mai gum gaya hai ghamand ko tere aaj hua kya hai .. (kaise) baarish mai beh gaya hai mausam ka yeh palat jana... mehaki hawa ka maa-haul mai ghul jana..yeh soz-e-khoorsheed ka sard ho jana.. is kudraat ki kudraat ko, 'piyush' tune na jana71)kaafir ki nazar mai. . na mohabaat ke shikar pe..beghar hai hum .. agar humeh tu na chae.tu nahi hai bewaffa... waqt ki hai berahmi. be kasi mai kat ta nahi ...aur tere aatey hi guzzarna chaeghut raha hai dum mera.. is raat ke andhiyare mai beh ke in khubsoorat laton mai teri ..ab yeh armaan fisal na chaeufaq* (horizon) pe tak-taki lagaya ..raah dekhte hai yeh deedhar teri ..aur bach ke tu, e be rahm.. abr mai chupke niklna chae.ma'shooq ke dil se beghar .. ajnabee akhon mai ashiyana dhoon raha yeh mannkashaakash-e-jigar .. ab dawa chaefad-fada raha aapne pankh..yeh majrooh parindais jannat-e-pinzar se ..ab rehaa'i (freedom or escape) chae72)naam labon pe aata hai tera.. to raat sard hoti hain..dil-e-kastaah-e-guftagoo mai .. baat teri hoti hainnaam labon pe aata hai tera.. to raat sard hoti hain..din bhar khuda ki khidmat mai ... to raat teri hoti hainbadr ki raat mai bin tere.. darya jaisi haalat meri hoti hainnaam labon pe aata hai tera.. to raat sard hoti hain..hizr ki ajiyaat mai.. palakein naram meri hoti hainaashiyaan mai veerane mai .. yaadon se teri mulaakat meri hoti hain.naam labon pe aata hai tera.. to raat sard hoti hain..73)ma^ruuf galiyon mai ..anjana ho gaya hun mainjaani pehcaahni aankhon mai ..begana ho gaya hundosh hai yeh mera... ya is khud-garz duniya kakabhi iska .. to kabhi kismat ka khilona ho gaya hun khud-daar tha main... bey baak tha main ..khuda ke kehl ka .. paa'sha ho gaya hun kabhi shorat ka taaz tha sur pe ..ab latifon ka mauzuu^ ho gaya hun 74)labo'on pe sharab hai hai ..dil mai hai gum ..'galib' janta nahi .kiska nasha hai jayada .kiska kum75) nazron se hoti hai battein .. lawz to sirf chumne ke liye haikhan jaa rahe ho chod ke humeh akela . yeh sard raat to saath ghumne ke liye hai"76)hum shayar nahi ..mareez hai ..yeh lawz nahi hai .lahu hai ..yeh ehsas nahi ..dard hai ..77)mat karo tarref ..shun (pathar) hi fenkh do ... mehl ko mere wohi sajaya karenge78)kehte hai is jahan mai ishq .. naseeb wallon ko hota hailekin is mohba'at mai zalim bahut dard hota hai .koi kasme khata hai ..koi todta hai..koi intezaar mai bebas sa tadp raha hota hai kisi pe wafa to kissi pe be-wafa ka kehr hota hai kahin laila to to kahin maznu ro raha hota hai hai ..kabhi judaayi ke aasoon kabhi be kasi ki sa^uubat..fir bhi.tute dil ko tujhse ishq baar baar hota hai..ishq keh raha hai aapni kahni. sang dil tujhse..kyon nahi tujhe mujhpar aitbaar hota hai .79)patthar pighal jaye in aah ko sunkekafir ke dil pe shikan tuk nahi hai80)agar zindagi assan hoti to usse zindagi kaise kehteagar haar na hoti to jeet ko jeet kaise kehte 81)yaad mai unki mai hum taras rahe hain ..soch soch ke unke barrey mai .assun baras rahe hain.82)meetha jeher hai ishq ka .. holle holle piye jaa rahe hain..koi aur aasha nahi zindagi se..bus tumhe dekhke jiye jaa rahe hai.83)tum agar mujhe ishq nahi karte to zeene ki saja kyon dete ho ..in addyon se maar rahe ho .. kyon nahi 84)barson sajaye rakha tha ..aaj woh khawab toota mera..har muskil mai thamey rakhey tha . woh haath choota tera..jis dharkan-e-jigar pe guroor tha humey.chubhan ban gayi ek woh. jab rasm-o-raah choota terazikr-e-daqiiqah pe muskarate thy yeh lawz..basar ko askhon se bhar deta hai woh chehra teranafs teri bus gayi thi rooh-o-fuwaad mai 'ghalib'jaan le raha hai mujhe chod ke youn jana tera..85)sarosh-e-roya tu.. mahez roya reh gayi..chali gayi tu chod humeh .bus teri yaad reh gayipane ki tujhe arzoo mai walee se fakir ban gaya hun ..kafir sanam .tu bedard bewaafa be-rooh reh gayipathar pighal jaye is asshiq ki askhon mai bhe kesang-e-dil sanam tu pathar hi reh gayighalib-e-aalam se mutazabzab nahi 'ghalib'tujhe pane ki hasrat shikast reh gayi86)tere aane se pehle akele thy.. tere jane ke baad akele jiya karengeis jhuumar-e-aalam mai tera ranj-e-firaaq akele piya karenge 87)naa aasha ki thi ishq ki .. na chaa tha ki tute dil mera ....kyon rula diya tune mujhe mai to sirf hasta hua dekhan chata tha cherha tera88)aapne shabdon main dard gaa do mere ..is ghazal ko ghazal bana do yaar mere..89)jo sochte hain usse hi bhoole jaa rahe hain..kuch hum aashuftah hain... kuch aajiz hue jaa rahe hain..kaefiyat ki zeenat mai tujhe dhoondtey hain..teri tajassus mai khud ke wujuud ko bhoole jaa rahe hain..is shireen nishaat angeyz hawa main chuban hai beygaanah se..na jaane kyon tere saath bitaye pal yaad aa rahe hain..aaghosh mai le le yeh rut mujhehum tanhayi main zaar-zaar hoye jaa rahe hainyeh baeri aalam kaise masruuf hain aapni dhun mai..iski kash makash mai hum pisse jaa rahe hain..gulistan mai naa daanistah be kasi chaa jati hai..tasawwur ke dhoke mai gul tere honth nazar aa rahe hain..lafzon mai farmaane se nahi baiyaan hota hai 'ishq'yeh amr-e-musallam mere askhq mujhe zaahir kara rahe hain..90)khamoshi jo jawab de gayi ..91)aaj unhe khayal aaya.. kyon na imtehaan le meriitraa ke sharma ke poocha.. kuch taarif karo meri..shaab-e-maah taab mai jhalak dikhi teri..fir kayal aaya ki aapne kha hai 'taarif karo meri'gujjar rahe thy gulsitan se.. yak lakht mehak aayi teridekha to phool mehak rahe thy.. fir socha ki kya taarif karun teribethey thy darakht ke neeche .. likhne ko kuch lawfz tere naamthand hawa ke jhokon mai ..qurbat mehsus hui terikuch door chamak se keeche chale gaye us aormeh taab-e-aks-ba-taal-e-aab mai suraat dikhi teri sehar mai haansi se jub neend khuli merikoyal ke sur mai .aawaaz suni terithuk ke haar ke . pahunche tere pass dar khwaast karnemaanja kambhakth.. koi mumaasilat nahi hai terikya taarif karun mai teri.. kya taarif karun mai teri.. 92)Gujare jamane fir yaad aate hainYeh beete pal kyon itna satate hain.Tanhayi main teri yaad aati haiTere zikr fir yon satate hainBhula na sake 'ishq' ke khatir tujhewoh adhure sparsh humeh ab satate hain93) kar chuke hukuumat is jahan pe .. par dil jeetna tera muskil hai ..94) Mehfil main mubaahesah hai . hum kya hain woh munsif hain to hum.. hum kya hain Gum se poocha ki tujhe gum kya hai tu hum hai .. to hum . hum kya hain khushi humeh faraakh hai ...to kum kya hai woh tera rab hain. to hum . hum kya hain andaaz-e-mohabbat tera.. to zulm kya hai tu imaandaar hai to hum. hum kya hain 'ishq' pe yeh maula ka sitam kya hai 'asad' khaak hue. to hum. hum kya hain95)makhluuq-e- jahaan kiya, khuda ne socha kya hogapaeda is waahid ko kiya, to socha kya hogakhada anjaan dagar pe hath pehlaye tha mainjub gahr se chala tha to maine socha kya hogakaren kisse kya khwaahish sab chehre bey-his se hain is faqiir ko dekha jub usne, to socha kya hogakhuda se kari mohbbat chala uski rah parmere waza^ ko dekhke usne socha kya hogachehra keh raha tha paieda-ish-o-rawish unkimere iimaan ko dekhar usne socha kya hoga gujjar gaye auron ki treh woh bhi meri raah se,na mila kuch iltimaas main ..main sochta rha 'usne socha kya hoga'fikr karta hun ki jamane se alag sa ho gaya hun mainjub chala tha is raah pe to maine socha kya hogakya begana sa hun aapnon se ya begane hain wohijab naam diya rishton ko, to maine socha kya hogaranjzish me dooba meri kashti ka mastuul (mast)..bachpan jub khilkhilaya tha, to maine socha kya hogajeeta rahun rehmat pe khuda ki ya ban jaun unsa, rafiiq'ishq' ke janaze main guftugu hogi, ki maine socha kya hoga96)basorte hue kehte ho "kyon allah?"ashkon main bhi chamak hai, subhan allahbandho himat mere yaarkarta hai madad aadmi k woh allahkismat ko na do dosh, jindagi hai yehjilo, na milegi dubara enaayat-e-allah97)khalish nahi, jarah nahi, fasl-e-gum nahi,waehm na karo yaaron woh koi aur hai, hum nahibey-chain dam kashi, bey-taab dhadkaan, alaamat-e-ulfat, illat-e-fuwaad nahipal main beeti sohbat, barson ki thi hasrataas ki kashish bhaut thi, faasley-e-gum kum nahisang-e-muqadaar , sabu-e-ejigaar'ishq' pe e maula mere yeh koi reham nahi98)auron ki parchayion main aapna kahani dekhta aaya hunakele pan ki gumnaami main sukdta gaya hun kya jindagi sochi thi ..kya nikali meri khanani .. har panne pe likh ke adhura chodta aaya hunkya kya na chaha mere chanchal dil ne..har sung-e-marmar pe usse fodta aaya hunkuch yaar the kuch hum swaar thy ..har fer pe aapna rasta modta aaya hunmanjil ki aas main 99)woh bahate hain aansu .. hamare janaze pekaho kahan thy jub aaye nahi bulane pe100)bichadne ka gum nahi hai mulakat hi nahi hui101) apane barbadi main pyaar ke geeta sun raha hun 102)naam main hi jinke faroz hai,us ru ki chamak ka kya kehnatarsiimiyaat jo mere saamne hai, us naqsh-e-qudrat ka kya kehnajannat pe ho jata hai yakin, un mu-e-mauj daar ko dekhkarbhool jatey hain khud buud ko, us be-khataah ibtesaam ka kya kehnakaale keshu-on main chupaa chehera, deodaar main chaand ho jaiseun band surkh labon pe ankahe sukhano ka kya kehnasard hawa main lehrate kin-awar mu, aa jate hain rukshaar parmehtaab ho jati ujli, is karishma-e-kudraat ka kya kehnakal ka quissa adhura chodke, keh gaye ta fardateri raah main seh rahe , is na rawa dard ka kya kehnaqaatil teerche naina, abru main kheecha teer ho jaisein nazaron se ghayal 'ishq', is la-ilaaz ghaav ka kya kehnaqatal ka iraadah hai tera, to khatam kar de ae quaatil magar is asshiq-'ishq' se , tere ru se nazar haatane ko na kehna103)kyon jaa rahe ho abhi, raat to baki hai soch rahe they yeh maahtaab maahtab ki haiya allah, tu hai dil fareyb, tu hai jawaanmaksad-e-hasti-ye-man, teri ibtesaam kafi haiyun kehlte ho julfon se, sochtey ho kyailtija kya hai, is mareez ke liye dua hi kaafi haireh jato ho kuch kahe bina bol ke, zeenatnadan ho tum, yeh tumhare husn ki gusthaki hailabon se na, nazron se keh do, lafzon ka kyakahe bina hamari daastan-e-ishq abhi baaki haikyon pinzare main laut tha hai aazaad panchisaath chal mere, yeh safar abhi baaki haifiraaq main mud ke alvida na kehna jaanjaan-e-jahan, is panjar-e-ishq main saans kam baki hai104)khada tha chau-rahe pe , us lamhe ka intzaar kartathi chand sanse baki main karta to kya kartahaiwanon ki basti main jhuka hua tha surkoi maula-o-raam mila nahi jiska sijdaah kartadhoonde raaste mili galiyan, mila na koi rahiaanjaano ke saath na chalta to kya kartachal rahi thi meri charcha, har nukaad ki dukaan paris sahar se us sahar, na bhaagta-firta to kya kartakamzoor main nahi, kamzoori in saanson ki haifir kuch sukuun-o-ba-haal ke liye band na karta?har chingari se aag lag jaati thi seene mainus bheti ganga main na doobta to kya kartajust-o-ju main dar dar thokre khata-firtateri chokat pe aake na marta to kahan martawoh poochtey hain mere jaanaze ka maksadteri liye jita raha, to kya tere liye na marta?kehte hain aashiq mar jaate hain be fae'aedgi main, par uska 'ishq' uske saath nahi marta105)kehta hain log keyi yeh duniya hai uski mayajahan woh chae dhoop, jahan woh chae chaayahai woh allah-o-ram, mandir-o-masjid mainkisi ne usse aziim, kisi ne faqat wehm payaki bahut rujuu, kari ebaadat subh-o-shaamki rukuu har azaan pe, par woh na aayapadhe ved-o-kuran, kuch samjh na aayakhada taak raha duniya, kuch samjh na payachaane dar-ul-kitab, khangaale dars gaahthuk ke chakra ke khud ko ussi nukad pe payakisne banaye yeh chau-rahe har mod peyeh kis muhandis ke seher main main aayana koi nishaan raah pe, na koi sang-e-miilkaise chalun aagey, koi puktaah naqsaah na payakya hai meri manzil, kya hai mera qasdkaun hain hum rahi, kaun hai hum saayakisko dun tawajjoh, kisko karun rukhsathai koi jo ham maqsad is duniya main aayahui joh raat jub, jaami maehfilain shaukiyon kipyaasa, jaam-on ke chalkhne se kheecha aya they humasafar jane pehchane bazm main bahutmere bad libaas dekh kissi ne haath na uthayahui shuru maskharahiyan, ishare mujh parkhada khada taak raha main bad hayasog-e-dil bayan na kar, ghutan hi sahi'ishq' teri nazm sunne yahan koi na aaya106)behosh ghoom raha hun is sansar mainkhaak ho gaya hun tere pyaar mainrooh kaapn jaati hai tere husn sezara ho raha hun tere intezaar mainkismat pe khudki shak hai mujhena khuda pe eitbaar, na teri niyaat main107)kashish nahi hainwoh tanhayi nahi haiwoh zor nahi hai woh zakhm nahi haiwoh aashiqui nahi hai woh kadr nahiis sher main woh baat nahi hai108)us bezaaban dard ki awaaz cheen li maine us be raham ishq se moonh fer liyanazaron chupkha dekhat hun sishe main bhi aj kal .. aapne naam tuk ka shara nahi raha109)duniya walley kehte hain jina unka haq haiunke har kaefiyat se humeh nafrat haikehte hai dekho aalm main ishq hai kitnamujhse to har aashiq ki nazron main dikhti nafrat haihar pal har waqt har khyaal khud garzijanwaaron se bhi batar is insaan ki fitrat haius malik ke kaynat main ishq leta hai saansekhuda hai uska, usko kiski jaroorat haias the days goes by,..i feel lyk touching sky.... m I in love,..is tht why.....i feel lyk geting high high nd high... i feel lyk diving from the blue sky..eveythng seems so lovely.. every moment seems so great... feel like living my life .... feel like getting what i desire..if love is so great why i missed it before..nvm.. i dont want to be sad any more..good urdu sites... >http://smriti.com/urdu/urdu.dictionary.htmlhttp://www.urduword.com/search.php?http://smriti.com/urdu/urdu.dictionary.htmlhttp://dsal.uchicago.edu/dictionaries/platts/http://biphost.spray.se/tracker/dict/------------------------------------------------------------------------------Sorry as i am .. sorry for being not your..heart was your , angel .. gold as pure.. i was true.. certainly! but couldn't be more freindlytired of keep waiting ...my heart, i don't know , why got hurt. you really don't understand i m not among them, line in the standi Tried , You tried. .. though things didn't work but nobody is there to blame .Forgive me! please , for being like it..but, I Know you would have LOveD me .. LOveD me for being the Same-----------------------------------------------------------------------------------------------------I am Tired . like a sparrow in the rain..walking alone . like a dog with a Pain. tried and Tired ..but was left alone I looked for them .. everyone was gone shouting crying . screaming ........was Iglanced in their hearts.. but all were dry.went to God.. asked for life."already have one ! still to cry?"i said YOU didn't get me ..what I am asking is . is to DIE---------------------------------------------------------------------------------------BLUEsad is the name of the feelingsad are the words in itsad are the thoughts of its needsad are the person who use sad is the spread of the oceansad the winds blowing over itsad are the tides coming to shore sad is sand of the beachsad is falling of the rain sad is the water flowing in drain sad r croaking of the frogs sad is the roaring of cloudssad is the coming of wintersad is the falling of snowsad is the whitness of the landsad are the moments of lifesad are the lamps in the streetsad is the sight of skysad is the sound of footstepssad is the reason i m alone.-------------------------------------------------------------------------------------------love u darling ...love u so much love u the way birds love sky .. ..the way,without water fish will die..love u the way .. mothers love her child.. .. the lion. loves his wild love u the way.. ants love the sugar..mountains loves the snow...love you the way child loves to cry....... nd desret loves to be dry..love you the way .. poems love to rhym.... wind loves the chime..love you the way.. words love "love".. the way peace love dove.....love u the way .. sun loves to shine.... the way moon loved by brine..my heart dies for you...it cries for you...to have you with me all the time..is my feeling love ..never know i..how to say.. can't compare and never dare .. name is your ..my only life.. hearing your sweet voice ..only way to thrive............. incomplete is my poem....but not my love..love u love u love..darlinglove u darling ..love u so much,,,.