15
LESSON PLAN BY FARHEEN NIGAR DA MHS PHASE IV

LESSON PLAN BY FARHEEN NIGAR DA MHS PHASE IV. HAMD CLASSV SUBJECTURDU SUBJECT TEACHERFARHEEN NIGAR DATE23 JUNE 2011

Embed Size (px)

Citation preview

LESSON PLAN

BY

FARHEEN NIGAR

DA MHS PHASE IV

HAMD

C

LASS V

S

UBJECT URDU

S

UBJECT TEACHER FARHEEN NIGAR

D

ATE 23 JUNE 2011

INTRODUCTION

Hamd es nazam ko kehtay hain. Jis may Allah Tallah ke

Tareef baian ke jay zaroore hai kay Talba o Talbat ko Allah

Talla ki ata karda latadad nimoto ki janib matawajo kea jay

aur ya batya jaia kay in nimto on say faida uthanay kay

sath in namtoon ka shokar ada karna he ham par lazam hai.

THEORY Allah Talla nay insan ko jin rohani dolotoon say sarfaraz kea es may sab say pehli

dolat Eman hai ya baneade.

Akeeda jisay Toheed kha ghea hai lazim Thara kay sirf aik Allah par Eman laya jay aur

siraf ese ko ebadat kay liaq samjah jayi .

Jistra kese makan ko daikha jayi to maimar ka tasswar ata hai es tarah balah ya

kayinat baghair khaliq kayanat kay kaisay paida ho sakati hai chand soraj ki Gardish

Din aur rat ka ana jana ya Pahar, Samandar, Khoshke, Jandar har cheez say khalik

kaynat ke jalwa gree samanay ate hai

Allah Talla Shirk say pak hai Quran Kareem may Hai

Aar Zameen-o- Asman may Allah Tallah kay Elava be Khuda hotay to ya zameen –o-

Asman taban ho jatay

EFFECT

Toheed ka Aitraf aur iqrar kea jay ya Aitbar Iqrar bil-lisan be

ho. Aur Iqrar belkalab be insan kay leay ya bat zaroore hai

kay wo khuda au es ke Khudai kay baray may bharpoor

ghore karta rahiay.

CONCLUSION

Jis tarah Allah ke zat may es ka koi shareek nai ase tarah

Allah ke safat may be es ka koi shareek nai wali sab ka

Khalik Malik aur razik hai ezat aur zillat es kay hath may

hai. Kaiyanat par us ke badshahat kaim hai us kay siwa

kese Khof aur dar dil may na ho.

HIGHER ORDER THINKING

Analysing

Kayanat ke Khalik aur Malik haste serf Allah Tallah ke zat hn. Wo sab say bartar

aur allah hai es par Iman liaa jay aur seraf ese ko ebadat kay laik samjah jay.

Evaluting

Kayanat par aik sarsare nigha bhi dalay to dil bay ikhtair Gowahi daita Hay kay

koi rahi alah aur pur asar zat mojood hay kay jis nay kinat au res kay khobsorat

nizam ko takhleek farmya hai.

Creating

Jab toheed ka ikrar dil aur zaban say ho jata hn to zarore hn kay har lamha es ka

shoker ada kea jay aur zendghi es ke bandgi may ghuzari jay.

QUIZ

1. Islam kay ketnay bunyadi Arkan hain1. Two 2. Three 3. Five

2. Hamd es nazam ko khatay hai jis may tareef ke jay 1. Allah Tallah 2. Hazrat Muhammad

3. Ekeeda-Toheed Eman ke banyad haiSaieh Ghalat

4. Kayianat ka nizam chalanay wali ke zat hai

5. Allah Tallah say koi Posheeda nahi.

6. Ensano ke rehnumai kay leay Allah Tallah nay jin Pak hastioon ko munkhtaeb kea enay kea katay

hain

7. Hazrat Muhammad kay bad ab keamat tak koi nabi nai aya gaSaieh Ghalat

8. Namaz Deen ka Satoon hn

Saieh Ghalat ( )

ACTION PLAN

N

ame : Farheen Nigar

I

nstitute: DA MHS Phase IV Karachi

S

ubject : Urdu

C

lass : V

LONG TERM GOAL

Allah Tallah nay Asman Zameen par apne Qudrat say

angent chezay paida ke hain. Es nay insan ko Ashraf ul

Mukhlakat bania. Ensano kay lea us nay baypanah namitay

paida ke aur Eman ke Dolat say sarfaraz farmaia .

SHORT TERM GOAL

Talba o Talbat ko Allah ke Qudrat kay baray may batana es

ke zat ka aur safat ka batana es ke namoto ka shokar kes

tarah ada kea ja sakta hai.

NEWS LETTER

Lafaz kun ke hai sare jalva gharee

Kes say paida ye do jahan hotay

Banda khud he sabot khaliq hai

Wo na hota to ham kahan hotay

Allah Tallah sare kayanat ka khalik malik aur farman rarwa hai. Es

nay ensan ko paida kea es ko jananay,sochnay aur samjanay ke

salahetay dayin, balhi aur barie ke tameez de . Enthab aur Iraday

ke Azadi ata ke aik tarah ke khaoa ekhatire day kar esay zameen

may apna khalifa banaya.

INSTRUCTIONAL STRATEGY

Nazam Hamad par tashree lekhanay kay leay Talba- o-

Talbat ko molmat farim ke jaingi Talba- o- Talbat kay group

banay jay ghay.

TIME LINE

Hamad ko samjanay kay leay aik period darker hn au res

mozhon par aik haftay may kam makkmal karna hia es leay

intrnet aur libraries say Istafada hasal kia ja sakta hn.

RESOURCES

U

rdu Galaxy.com

W

ikki-pedia.com

T

afseer+Turjuma, Surah-Fateha

H

idayat Chaiye by Nighat Hashmi