22
www.livequraneverymoment.org [email protected] Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point Notes To Be Followed Along With The Lecture Topics To Be Covered Quran Ke Mayne Wahi Asbaab An Nuzool Quran Ka Jamaa Hona Ahruf Aur Qirat Mohkamaat Aur Mutashabihaat Nasikh Aur Mansookh Quran Ek Maujuza Tafaseer Aur Tarjume Objectives Of The Course Quran Aur Uski Ehmiyat Ko Samjhe Tafaseer Ki Kitabo Me Mushkil Terms Ko Samjhe Iman Me Izafa Galat Aqayad Se Muhtaat Quran Ki Hifazat, Deen Ke Dushmano Se Quran Ke Mayne Definition-Allah Ka Kalaam Jo Arabi Zabaan Me Muhammad Par Nazil Hua,Alfaz Aur Mayne Ke Saath Jo Mushafo Me Mehfooz Ki Gayi,Jo Tawatur Ke Saath Sahaba Ke Zamane Se Naqal Hota Chala Aa Raha Hai Wahi Ke Mayne Quran Me Laws Of Nature Natural Animal Instinct Human Intuition And Emotion

Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

Embed Size (px)

Citation preview

Page 1: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Introduction To The Understanding Of Quran

Bullet Point Notes To Be Followed Along With The Lecture

Topics To Be Covered

• Quran Ke Mayne

• Wahi

• Asbaab An Nuzool

• Quran Ka Jamaa Hona

• Ahruf Aur Qirat

• Mohkamaat Aur Mutashabihaat

• Nasikh Aur Mansookh

• Quran Ek Maujuza

• Tafaseer Aur Tarjume

Objectives Of The Course

Quran Aur Uski Ehmiyat Ko Samjhe

Tafaseer Ki Kitabo Me Mushkil Terms Ko Samjhe

Iman Me Izafa

Galat Aqayad Se Muhtaat

Quran Ki Hifazat, Deen Ke Dushmano Se

Quran Ke Mayne

Definition-Allah Ka Kalaam Jo Arabi Zabaan Me Muhammad ملسو هيلع هللا ىلص Par Nazil Hua,Alfaz

Aur Mayne Ke Saath Jo Mushafo Me Mehfooz Ki Gayi,Jo Tawatur Ke Saath Sahaba Ke Zamane Se Naqal Hota Chala Aa Raha Hai

Wahi Ke Mayne Quran Me

• Laws Of Nature

• Natural Animal Instinct

• Human Intuition And Emotion

Page 2: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

• Ishaare

• Shaitaan Ke Taraf Se Baat Daalna

• Farishto Ko Hukm

• Rasoolo Aur Nabiyo Ko Jo Message Aata Hai

Wahi Ke Aane Ke Tareeke

1)Bina Zariye

• Khaab

• Direct Baat

2)Zariye Se

• Jibrael As Ke Through

Wahi Ke Aane Ke Alag Alag Tareeke

• Ghanti Ki Awaaz

• Insaani Shakl Me

• Asli Shakl Me

• Examples Of Hadeeth And Hadeethe Khudsi

• Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ملسو هيلع هللا ىلص Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya

Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza Ussu Ikhtilaaf Naa Karo.

• Hadeethe Qudsi-Abu Huraira Ra Se Riwayat Hai ,Muhammad ملسو هيلع هللا ىلص Ne Farmaya,Allah

Taala Farmate Hai,Jo Banda Mujhse Mulaqaat Ki Muhabbat Rakhta Hai, Mai Bhi Usse Mulaqaat Ki Muhabbat Rakhta Hu Bukhari Aur Nisai

Quran Aur Hadeethe Qudsi Me Farq

Quran Hadeethe Qudsi Hifazat Ka Waada Allah Ne Kiya Ye Maujuza Hai Tawatur Se Pahunchi Iska Padhna Ibadat Ka Hissa Hai Ye Namaaz Me Padhi Jaati Hai

Hifazat Ka Wada Nahi Hai Not a Maujuza Isme Kuch Daeef Riwayatein Bhi Hai Ye Ibadat Ka Hissa Nahi Hai Ye Namaaz Me Nahi Padhi Jaati

Page 3: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Ahadeeth

• Muhammd ملسو هيلع هللا ىلص Ke Ijtehaad Se

• Mayne Apko Bataye Jaate Jo Aap Apne Words Me Bayaan Karte

Dheere Dheere Nazil Hona

• Mohammad ملسو هيلع هللا ىلص Ke Dil Ko Mazboot Karna

• Yaad Karna Aur Samajhna Sahaba Akram Ke Liye Asaan Ho

• Mohammad ملسو هيلع هللا ىلص Ki Sachai Sabit Ho

• Ye Quran Ke Maujuzana Hone Ki Bhi Daleel Hai

• Sharai Ehkaam Ko Dheere Dheere Laana

• Muhammad ملسو هيلع هللا ىلص Par Wahi Ka Nuzool Asaan Ho

• Quran Ki Hifazat

Pehli Wahy

Page 4: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Aakhri Wahy

Makki Aur Madani Soortein

• Hijrat Se Pehle Aur Baad

• Makkah Aur Madina

• Quraish Se Muqatiba Aur Munafiqeen Aur Musalmano Se

Makki Soorto Ki Sifaat

Tawheed , Risalat Aur Akhirat

Aqeedah Aur Ghaib Ki Khabrein

Ache Aqlaaq

Pichli Qaumo Ke Waqeyaat

Salaah Aur Dua

Allah Ka Wajood

Challenges

Short Ayatein

Kalla

Sajde Tilawat

Baar Baar Qasme

Madani Soorto Ke Sifaat

Ibadat Ke Ehkamaat

Individual ,Social And Family Laws

Page 5: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Yahood Aur Nasara Ka Zikr

Munafiqeen Ka Zikr

Lambi Ayatein

Azaab Aur Hadd

Jihaad Ki Ijazat

Makki Aur Madani Soortein

Madani Soortein (20)

Al Baqarah

Al Imran

Al Maidah

Al Anfaal

At Tawbah

An Noor

Al Ahzaab

Muhammad

Al Fath

Al Hujrat

Al Hadeed

Al Mujadilah

Al Hashr

Al Mumtahinah

Al Jumuah

Al Munafiqoon

At Talaaq

At Tahreem

An Nasr

Page 6: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Ikhtilaaf (12)

Al Fateha(MK)

Ar Raad (MK)

Ar Rahman (MK)

As Saff (MK)

At Taghabun (MK)

Al Mutafffifeen (Mad)

Al Qadr (MK)

Al Bayyinah (MK)

AL Zilzal (MK)

Al Ikhlaas (MK)

Al Falaq(Mad)

An Naas (Mad

Asbaab An Nuzool Padhne Ke Fawaid

Kisi Bhi Ayat Ko Sahi Samjhna

Halaat Ko Samjhna

Ayato Par Amal Karna Asaan Ho

Wo Sahabi Ke Bare Me Jaane Jinke Liye Quran Ki Ayat Utri

Sharai Hukm Ke Peeche Allah Ki Hikmat Pata Chale

Allah Ka Bando Ke Liye Concern Pata Chale

Koi Galat Insaan Ke Liye Koi Ayat Na Samjhe

Quran Compilation In 3 Stages

• Time Of Muhammad ملسو هيلع هللا ىلص

• Time Of Abu Bakr

• Time Of Usman

Page 7: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Quran Ko Yaad Karne Wale Mashoor Sahaba

Abu Bakr

Umar

Usman

Ali

Huzaifa

Abdulah Bin Masood

Abdullah Bin Abbas

Ubay Bin Kaab

Muaz Bin Jabl

Zaid Bin Saabit

Famous Sahaba For Personal Copies Of Quran

Ubay Bin Kaab

Abdulla Bin Masood

Umar Bin Khattab

Ali Bin Abi Talib

Ayesha

Hafsa

Quran Ka Sahaba Ko Sikhana

Namaaz Me

Naye Musalmano Ko Namaaz Ke Liye Yaad Dilana

Quran Seekhne Ke Fawaid Batakar Encourage Karna

Jinko Likhna Aata Unse Likhwana

Page 8: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Reasons –Muhammad S.A.W Ke Time Par Kitab Ki Shakl Na Di Gayi

• Bahut Saare Sahaba Ke Seeno Me Mehfooz Thi Aur Gum Hone Ka Koi Dar Na Tha.

• Wahi Ka Silsila Chal Raha Tha

• Order Of Compilation Abhi Poori Nahi Hui Thi

• Naskh Hone Ke Chances Apki Zindagi Me Kabhi Bhi The.

Abu Bakr Ke Daur Me 3 Mukhalif Groups(Ridda Wars)

Zakaat Na Dene Wale

Munafiqeen

Naboowat Ke Daawe

Zaid Bin Sabit Ko Chunne Ke Reasons

• Wo Direct Muhammad ملسو هيلع هللا ىلص Se Likhte

• Muhammad ملسو هيلع هللا ىلص Ki Zindagi Me Poori Quran Hifdh Karli Thi

• Kam Umr Hone Ki Wajah Se Memory Sharp Thi

• Last Revision Jo Jibrael A.S Ke Saath Hui To Wo Saath The.

• Quran Ka Ilm Bahut Tha

Quran Compilation Me Do Cheezo Ka Ehtamaam

• 2 Aur Sahabi Jinhone Directly Muhammad ملسو هيلع هللا ىلص Se Seekha

• Ek Written Copy Jo Direct ملسو هيلع هللا ىلص Ke Haath Par Likhi Ho

Compilation Committee Ke Char Members (Usman Ka Daur)

• Zayd Bin Sabit

• Abdullah Bin Zubayr

• Sayeed Ibn Al Aas

• Abdur Rahman Ibn Al Haarith

Page 9: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Abu Bakr Aur Usman Ke Mushaf Me Farq

Abu Bakr Usman Reason-Preservation Of Quran Only Zayd Only 1 Mushaf Prepared Other Mushafs Not Destroyed Collected From Loose Writings

Peservation Of Recitation Zayd+3 Quraysh 7 Copies Others Destroyed Rewriting Of Abu Bakr’s Mushaf In

Quraysh Style

Reasons Why Quran Is Preserved And Other Heavenly Or Religious Books Were Not Preserved

1)Other Books For A Limited Time,Later On A New Rasool Came With A New Book And New Laws But Quran Is For All Till Qayamat,No New Rasool Will Come

2)Quran Is A Miracle And Other Books Were Not Miracles, Preservation Of Quran Itself Is One Of The Miracles

3)Preservation Of Other Books Was A Responsibility Given To Their Ummah Itself As A Test In Which They Failed By Changing Their Books.

4)Preservation Of Quran Only and Not Preservation Of Any Other Religious Books Proves That Only Islam Will B Accepted As Religion Now By Our Creator(Allah)

Purani Mushafo Ka History Me Record

1)Hafsa R.A Ki Mushaf-Destroyed By Marwan Ibn Al Hakam

2)Madine Wali Mushaf-654(H) Destroyed-Aag Lagne Ki Wajah Se

3)Syria Ki Mushaf-Seen By Ibn Katheer-1310(H)-Destroyed-Aag Lagne Ki Wajah Se

4)One Copy Seen In Egypt—Brought From Iraq—Kaha Jaata Hai One Of Those Copies But Not Sure

5)One Copy In Tashkent-Not Sure

Page 10: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

• No Dots

• No Tashkeel

• Soorahs Arranged

• No End Of Ayahs

• Only Bismillah At The Beginning Of Soorahs

• Tashkeel By Aboo Al Aswad (D.69H)

• Dots To Letters—Yahya And Nasr (D.86 H)

• °°° (END OF AYAHS)

• °°°°° (End Of 5 Ayahs)

After 5 Ayahs---- څ •

At The End Of 10 Ayahs----ݝ •

Ayat Number Jaan-Ne Ke Fayde

1)Middle Of Ayat Par Rukna Pasandeeda Nahi Hai

2)Tajweed Ke Kuch Rules Location Of Ayat Par Depend Karte Hai

2)Qiraat Ki Shuruaat Ayat Ki Shuruaat Se Honi Chahiye

4)Quran Ki Ayato Ko Dhoondna Asaan Hoga

Basmalah Ko Lekar Ikhtilaaf

1)Har Soorah Ki Pehli Ayat

2)Har Soorat Ki Pehli Ayat Ka Hissa

3)Sirf Al Fateha Ki Pehli Ayat

4)Sirf Soorat Ke Pehle Rakha Gaya , Ye Soorat Ka Hissa Nahi Hai

5)Wo Quran Ka Hissa Hi Nahi Hai, Bas Soorton Ki Shuruwaat Ki Nishani Ke Liye Rakha Gaya.

Page 11: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Classification Of Soorah

1)Tiwaal-Long-Baqarah-Tawbah 2)Mi-Een-Around 100 Ayahs-Yunus-Fatir 3)Mathani(Repeated)-Yaseen -Hujrat 4)Mufassal(Broken)-Qaaf-Naas

Huroofe Muqatta-Aat(Different Opinions)

Mayne Sirf Allah Ko Maloom

Allah Ke Naam

In Letters Ki Qasam Khayi Gayi

Inki Numerical Value Hai

Inke Kuch Special Meaning Hai

Inke Mayne Special Logo Ko Malum Hai

Quran Ke Naam Hai

Kafiro Ke Liye Mystery Hai

Sooro Ke Naam Hai

Ye Prove Karne Ke Liye Hai Ke Insaan Ki Knowledge Iimited Hai

Style Used In Poetry

Catch Attention

Page 12: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Ahroof

Ye Variations, Contradictions Nahi Hai

• Variations Of Pronounciation Based On Dialects,With No Difference In Meaning

• Variation Of Pronounciation Slight Expansion Of Meaning Referring To Same Object

• Words Are Different,But Mean The Same

Usman Ki Mushaf Me Points To Be Noted

Jo Quran Ka Hissa Nahi Hai Usko Nikal Dena

Jo Sab Kuch Quran Ka Hissa Hai Usko Hamesha Ke Liye Mehfooz Karna

7 Copies Me Thode Variations The,Jo Ikhtilaaf Me Nahi The

Sahaba Ne In Variations Ko Accept Kiya Tha

Ahruf Ke Bare Me Kuch Eham Points

Ye Ahruf Allah Ki Taraf Se The ,Sahaba Ki Nahi

Ye Ummat Ki Asaani Ke Liye Tha, Muhammad ملسو هيلع هللا ىلص Ki Request Par

Page 13: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Saare Sahaba Ko Saare Ahruf Nahi Sikhaye

Ikhtilaaf Ke Bawajood Mo Me Farq Nahi

Kisi Ek Harf Me Padhna Enough Hai

Ahruf Sirf 7 Hi Hai,7 Se Zyada Nahi

Quraish, Hudhail, Tameem, Hawaazin, Saqeef, Kinaanah, Yemen

Preference Quraishi Harf Ko Diya

Kaaba Ki Wajah Se Quraish Ko Izzat

Makkah Aur Aas Paas Me Zyada Quraishi Log

Makkah Centre, Waha Sab Aate To Unka Hurf Known To All

Quran Kyu 7 Ahruf Me?

Hifdh Asaan Ho

Maujuze Ka Ek Pahlu

Ek Aur Saboot Ke Ye Allah Ki Taraf Se

Quran Ko Sharf, Tamaam Ilhami Kitabo Par

Qiraat

Not Limited To 7

All 7 Ahruf Will B In These Qirat

Difference In Words, Pronounciations And Rules Of Tajweed

How Do We Know If Qirat Is Correct?

Arabic Grammar Rules Ke Against Na Ho

Usman Ki Mushaf Se Match Karti Ho

Uski Chain Muhammad S.A.W Se Milti Ho

10 Mashoor Qiraat

• Naafi-Al Madina

• Ibn Katheer-Al Makkah

Page 14: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

• Aboo Amr Al Basri-Bara

• Ibn Amir-Syria

• Asim-Koofa

• Hamza-Koofa

• Al Kisaee-Koofa

• Abu Jafar-Madina

• Yakoob Al Basri-Basra

• Khalaf-Baghdaad

Qira’a % Area

Page 15: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Mubhamaat

• Zikr Kahi Aur Hota Hai

• Jana Pehchana

• Feelings Ko Protect Karne

• Naam Jaan Na Zarooro Nahi

• Bataure Misaal

• Insaan Ki Ehmiyat Na Hone Ki Wajah

Misaalo Se Samjhana

• Concepts Ko Clear Karne

• Encourage Karne

• Buraiyo Se Discourage Karne

Hafs’an Al Asim

95% Muslim World In General

Warsh An Naafi

3% Algeria, Morocco,Parts Of Tunisia,W.Africa And Sudan

Qaloon An Naafi

0.7% Libya, Tunisia And Parts Of Qatar

Ad Dooree An Aboo Amr

0.3% Parts Of Sudan And W.Africa

Ibn Amir 1% Parts Of Yemen

TOTAL 100%

Page 16: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Qasme

• Sachai Par Yakeen Dilane

• Bataure Gawaah

An Nasikh Wal Mansook

Meanings

Mitana,Hatana,Cancel Karna

Copy

Replace

Nasikh-New Hukm

Mansooq-Jo Cancel Ho Gaya

Naskh Ke Sharait

• Nasikh Aur Mansooq Dono Sharai Ehkaam Ho

• Nasikh Hukum Mansookh Ke Baad Aya Ho

• Dono Ek Saath Applicable Na Ho

• Dono Quran Aur Sunnat Se Ho

• Pehla Hukm Shartiya Na Ho

Nasikh Aur Masooq Ke Ilm Ke Fayde

Sahi Tareeqe Se Sharai Ehkaam Par Amal

Quran Ki Ayaat Ko Samjhne Zaroori

Allah Ki Rehmat Ka Ilm

Dushmanaane Deen Se Islam Ki Hifazat

Types Of Nasikh Aur Mansooq

Quran Ka Quran Ko

Sunnat Ka Quran Ko

Quran Ka Sunnat Ko

Page 17: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Sunnat Ka Sunnat To

Quran Ki Ayato Ka Naskh

• Ayat Aur Hukum Dono

• Sirf Ayat Ka Hukum Ka Nahi

• Sirf Hukum Ka Ayat Ka Nahi

Naskh Ki Qisme

• Baghair Nasq Ke Mansooq

• Asaan Hukm Se Naskh

• Waise Hi Hukm Se Naskh

• Mushkil Hukum Se Nasq

Maujuze Ke Sharait

Allah Ke Hukm Se

Khudrat Ke Qilaaf

Aam Insaan Ke Bas Ke Bahar

Naboowat Ka Dawa Karne Wale

Sirf Jo Dawa Kiya Wahi Dikhana

Maujuzah Aur Karamah Me Farq

Maujuzah Karamah Sirf Ambiya Khula Challenge Ke Saath Doosro Ko Fayda Iske Zariye Tawheed Ki Dawat

Nek Insaan Zahir Nahi Without Challenge Sirf Usi Ke Liye Fayda Jisko Diya

Gaya

Page 18: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Khud Ke Iman Ke Liye

Maujuzah Aur Jadu Me Farq

Maujuzah Jadu

Khudrat Ke Khilaaf Isme Bhalai Cannot Be Cancelled Best Insaano Ke Haath Aage Sikhaya Nahi Jaa Sakta Hai

Ankho Ka Dhoka Sirf Nuksan Can Be Undone Bad Ta Reen Insaano Ke Haath

Sikhaya Jaa Sakta

Quran Kaise Ek Maujuza

Challenge

Language

Predictions

Waqayaat

Sharai Ehkaam Aur Aqeedah

Scientific Facts

Language

Perfect Selection Of Words

Ayat Ka Pattern

Tenses And Grammar

Pronounciation

Details Where Required

Aisi Zabaan Sab Ko Samajh Aaye

Pattern Of Prose And Rhythm Of Poetry

Kam Words Me Vast Meaning

Perfect Blend Of Emotions,Feelings,Narrations,Arguments,Laws,Morals,Principles Etc

Few Predictions(Peshangohiya)

Page 19: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Quran Ki Naql Na Karna

Quran Ki Hifazat

Romans Ki Fatah

Jange Badr

Fatah Makkah

Islam Ki Fath

Tafseer Ki Zaroorat Kyu?

Kayi Ayato Ko Ahadeeth Explain Karte Hai

Asbaabe Nuzool

Nasikh Aur Mansooq

Arabi Zabaan Ki Gehraayi

Quran Ke Nuzool Ke Maqasid Jo Ek Mufassir Ko Zehan Me Rakhna Hai

• Aqeede Ko Durust Karna Aur Bande Ko Rab Se Jodna

• Akhlaaq Ko Buland Karna

• Sharai Ehkamaat Par Zindagi Guzarna

• Pichli Qaumo Ke Waqayaat Se Sabaq

• Khabardaar Karna Aur Khushkhabri Dena

• Muhammad ملسو هيلع هللا ىلص Ki Risalat Aur Sadaqat Ko Sabit Karna

Sahabah Ka Quran Samajhna Asaan Tha

Unko Asbaabe Nuzool Ka Ilm Tha

Unko Arabi Aati

Koi Doubt Hota To S.A.W Se Seedhe Poochte

Page 20: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Quran Ko Samjhane Wale 10 Mashoor Sahaba

1. Abu Bakr

2. Umar

3. Usman

4. Ali

5. Abdullah Bin Masood

6. Ibn Abbas

7. Ubay Bin Kaab

8. Zayd Bin Sabit

9. Aboo Moosa Ashri

10. Abdullah Bin Zubayr

Tabi-Oon Ka Zamana

Ahle Kitaab Ki Riwayate

Daeef Riwayate

Explanation Ki Zyada Zaroorat

5 Stages Of Tafseer

Sahaba

Tabi-Oon

Independent Tafseer

Personal Reasoning

Different Types Of Tafaseer

Qualifications Of A Mufassir

• Neeyah

• Connect To Quran

• Hamd Aur Sana

Page 21: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

• Maut Ko Yaad Karna

• Gheebat Etc Se Bachna

• Tajweed

• Introduction To Quran Ka Ilm Hona

• Fiqh Ka Im Hona

• Uncommon Words Ka Ilm Hona

• Ahadeeth Ka Ilm Hona

• Islamic History Aur Seerah Ka Ilm Hona

• Biddaat Ka Pata Hona

• Amal

Tafseer Ke Usool

• Quran Ko Quran Ki Ayato Se Samjhana

• Ahadeeth Se

a) Fail

b) Explain

c) Ehkamaat Ke Details Dekar

d) Khaas Mayno Ki Taraf Ishara

e) Extra Ehkaam Add Karke

f) Amal

g) Nasikh Aur Mansooq

• Sahabah Ke Qaul

• Arabi Zabaan Aur Shayari Se

• Daure Jahiliyat Ke Riwaaj Se

• Ahle Kitaab Ki Riwayato Se

Ahle Kitaab Ki Riwayate

Page 22: Introduction To The Understanding Of Quran Bullet Point ...€¢ Hadeeth :Abuhuraira Ra Se Riwayat Hai Ki ﷺ Ne Farmaya “Imam Isliye Banaya Jaata Hai Ke Tum Uski Pairwi Karo, Lihaaza

www.livequraneverymoment.org [email protected]

Le Sakte Hai Jab Tak Ke Wo Quran Aur Ahadeeth Ke Qilaaf Na Ho

Basic Source Of Knowledge Na Ho

Duniya Aur Akhirat Ki Kamyabi Ke Liye Saara Zarooro Ilm Quran Aur Sunnat Me Maujood Hai

Ahle Kitaab Ki Riwaayate Tafseer Me Shamil Hone Ke Wajuhaat(Reasons)

Yange Yarmuk

Ahle Kitab Ka Iman Laana

Tafseer Bil Raay

Quran Aur Sunnat Ke Qilaaf Na Ho

Ijtehaad Bina Ilm Ke Naa Ho

Different Types Of Tafaseer

Tafseer Bil Riwayah Or Mathoor

Bil Raay

Al Fuqahaa

Al Ilmi(Scientific)

Al Ishaaree

Modern Tafseer