10
Har Ghadi Badal Raha Hai Roop Zindagi Chaav Hai Kahhi Hai Dhoop Zidnagi Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho Har Ghadi Badal Raha Hai Roop Zindagi Chaav Hai Kahhi Hai Dhoop Zidnagi Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho Chaahe Jo Tumhe Poore Dil Se Milta Hai Woh Mushkil Se Aisa Jo Koi Kahin Hai Bas Vahi Sabse Hasin Hai Us Haath Ko Tum Thaam Lo Woh Meherbaan Kal Ho Na Ho Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho Palko Ke Leke Saaye Paas Koi Jo Aaye Lakh Sambhalo Paagal Dil Ko Dil Dhadke Hi Jaaye Par Sochlo Is Pal Hai Jo Woh Dastan Kal Ho Na Ho Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho

Best of sonu nighaam

Embed Size (px)

DESCRIPTION

m.bilal.tk

Citation preview

Page 1: Best of sonu nighaam

Har Ghadi Badal Raha Hai Roop Zindagi Chaav Hai Kahhi Hai Dhoop Zidnagi Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho Har Ghadi Badal Raha Hai Roop Zindagi Chaav Hai Kahhi Hai Dhoop Zidnagi Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho

Chaahe Jo Tumhe Poore Dil Se Milta Hai Woh Mushkil Se Aisa Jo Koi Kahin Hai Bas Vahi Sabse Hasin Hai Us Haath Ko Tum Thaam Lo Woh Meherbaan Kal Ho Na Ho Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho

Palko Ke Leke Saaye Paas Koi Jo Aaye Lakh Sambhalo Paagal Dil Ko Dil Dhadke Hi Jaaye Par Sochlo Is Pal Hai Jo Woh Dastan Kal Ho Na Ho Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho Har Pal Yahan Jee Bhar Jiyo Jo Hai Sama Kal Ho Na Ho

Page 2: Best of sonu nighaam

--MALE--Saathiya, saathiyaMaddham maddham teri geeli hansiSaathiya, saathiyaSunke humne saari pee li hansi(Hansti rahe tu hansti raheHaya ki laali khilti raheZulf ke neeche gardan peSubah-o-shaam milti rahe) - 2Saundi si hansi teri khilti rahe milti rahePeeli dhoop pehenke tum dekho baag mein mat jaanaBhanwre tumko sab chhedenge, phoolon mein mat jaanaMaddham maddham hans de phir seSona sona phir se hans deTaaza gire patte ki tarah sabz-e-laan par lete hueSaat rang hai bahaaron ke, ek ada mein lapete hueSaawan bhaadon saare tumseMausam mausam hanste rehnaMaddham maddham hanste rehnaSaathiya, saathiyaMaddham maddham teri geeli hansiSaathiya, saathiyaSunke humne saari pee li hansiKabhi neeli aasmaan pe chalo ghoomne chale humKoi abr mil gaya to zameen pe baras le humTeri baali hil gayi haiKabhi shab chamak uthi hai, kabhi shaam khil gayi haiTere baalon ki panaah mein yeh siyaah raat guzreTeri kaali kaali aankhen koi ujli baat utreTeri ek hansi ke badleMeri yeh zameen le le, mera aasmaan le leSaathiya, saathiyaMaddham maddham teri geeli hansiSaathiya, saathiyaSunke humne saari pee li hansiBarf giri ho vaadi meinUn mein lipti simti huiBarf giri ho vaadi meinAur hansi teri goonjeUn mein lipti simti huiVaat kare, dhuaan nikleGarm garm ujla dhuaan, narm narm ujhla dhuaan

Page 3: Best of sonu nighaam

Aftab & Hashim: Ishq jaise hai ik aandhi, ishq hai ik toofaan Ishq ke aage bebas hai, duniya mein har ilzaam Ishq mein sab diwaane hain, ishq mein sab hairaan Ishq mein sab kuch mushkil hai, ishq mein sab aasaan Dekho pyaare, ye nazaare, ye diwaane, ye parwaane Ye ishq mein kaise gum

Sonu: Haay! Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen

Chorus: (Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara Dhum tara dhum tara dhum-ma Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara Dhum tara dhum tara hum) -2

Sonu: Dil toh ik raahi jaana, dil ki tum manzil ho Dil toh hai ik kashti jaana, jiska tum saahil ho Dil na phir kuch maange jaana, tum agar haasil ho Dil toh hai mera tanha jaana, aao toh mehfil ho

Aftab & Hashim: Ishq se hi saari khushiyaan, ishq hi barbaadi Ishq hai paabandi lekin, ishq hi azaadi Ishq ki duniya mein yaaron, khwaab ki aabaadi Ho gaya woh jisko manzil, ishq ye dikhlaadi Dekho pyaare, ye nazaare, ye diwaane, ye parwaane Ye ishq mein kaise gum

Sonu: Haay! Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen

Chorus: Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara Dhum tara dhum tara dhum-ma Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara Dhum tara dhum tara hum

Sonu: Tumko puja hai, tumhaari hi ibaadat kee hai

Page 4: Best of sonu nighaam

Hamne jab kee hai, toh phir aise mohabbat kee hai -2 Dil mera paagal hai jaana, isko tum behlaado Dil mein kyun halchal hai jaana, mujhko tum samjhaado Dil ka jo aanchal hai jaana, isko tum lehraado Zulf jo baadal hai jaana, mujhpe tum barsaado Jaana leke jaaya hai, tera ye diwaana Jaan tujhpe mit jaayega, tera ye parwaana Jaana mere dil mein kya hai, tumne ye na jaana Jaana tujhko yaad aayega, mera ye afsaana

Aftab & Hashim: Dekho pyaare, ye nazaare, ye diwaane, ye parwaane Ye ishq mein kaise gum

Sonu: Haay! Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen Tumse milke dil ka hai jo haal kya kahen Ho gaya hai kaisa ye kamaal kya kahen

Chorus: (Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara Dhum tara dhum tara dhum-ma Dhum tara, dhum tara, dhum tara, dhum tara Dhum tara dhum tara hum) -2

Page 5: Best of sonu nighaam

Ishq.................... Hai................ Yo, all the people in the world, This is a tribute to the wide wide love.

Teri aankhon ke matwaaley kaajal ko mera salaam. Zulfon ke kaaley kaaley baadal ko mera salaam. Pagal na kar de yaar teri paayal ki jhankaar, Ho sohni sohini teri sohni har adaa ko salam. Salam E Ishq Ishq Ishq...Salam E Ishq. Salam E Ishq Ishq Ishq...Salam E Ishq.

Salam E Ishq.... Salam E Ishq.... Salam E Ishq.... Salam E Ishq....

Ishq..................... Hai......................

Teri mastaani anjaani baaton ko mera salaam, Rangon main duubi duubi baaton ko mera salaam, Khwaabon main kho gayi main, deewani ho gayi main, Ho sohni sohini teri sohni har adaa ko salam. Salam E Ishq Ishq Ishq...Salam E Ishq. Salam E Ishq Ishq Ishq...Salam E Ishq.

Salam E Ishq.... Salam E Ishq.... Salam E Ishq.... Salam E Ishq....

Ishq..................... Hai......................

Ho terey hatthan wich mehandi da rang khila hai, Tujhey sapno da changa mehboob mila hai, Meri banno pyaari pyaari, Saari duniya se nyaari, Isey doli main tu le jaa, Dholnaa...............

Ishq...........

Page 6: Best of sonu nighaam

Teri meri nazar jo mili pehli baar, Ho gaya ho gaya tujhsey pyaar, Dil hai kya dil hai kya, Jaan bhi tujhpey nisaar, Maine tujhpey kiya aitbaar.

Ho........ Main bhi to tujhpey marr gayi, Diwaanapan kya ker gayi, Meri har dhadkan betaab hai, Palkon wich tera khwaab hai, Ho jaan sey bhi pyaari pyaari janiya ko salaam. Salam E Ishq Ishq Ishq...Salam E Ishq. Salam E Ishq Ishq Ishq...Salam E Ishq.

Salam E Ishq.... Salam E Ishq.... Salam E Ishq.... Salam E Ishq....

Ishq.... Hai..........

Main terey ishq main ye jahaan waar du, Merey waadey ka ker le yakeen. Ho, aise jaadu na daal wey, Na aau terey naal wey, Ho sohniye ki pyaari pyaari har adaa ko salam.

Rab sey hai iltejaa.... Maaf ker de mujhey, Main to teri ibaadat karu. O meri sohniye, na khabar hai tujhey, Tujhsey kitni mohabbat karu........ Ho, tere bin sab benoor hai, Meri maang main tera sindoor hai, Saanso main yahi paegaam hai, Mera sab kuch terey naam hai. Ho, dhadkano main rehney wali sohniye ko salam.

Salam E Ishq..............

Page 7: Best of sonu nighaam

Teri aankhon ke matwaaley kaajal ko mera salaam. Zulfon ke kaaley kaaley baadal ko mera salaam. Pagal na kar de yaar teri paayal ki jhankaar, Ho sohni sohini teri sohni har adaa ko salam. Salam E Ishq Ishq Ishq...Salam E Ishq. Salam E Ishq Ishq Ishq...Salam E Ishq.

Salam E Ishq.... Salam E Ishq.... Salam E Ishq.... Salam E Ishq....

Page 8: Best of sonu nighaam

Tera Khayal mere dil se ja nahin saktatamam umra main tujhko bhula nahin sakta...bhula nahin sakta...

Aaa JaIk baar tujhko dekhaphir dekhoon ye dil kareIk baar tujhko dekhaphir dekhoon ye dil kareab main jahaan bhi jaoonteri justajoo rahedeewana..kiya hai teri yaadon netu aake zara dekhleaaa ja

deewana..kiya hai teri yaadon netu aake zara dekhleaaa ja

mera tassavurmeri deewangitu hi to haikaash tujhe khabar hotiye zindagi tujh binhar lamha mujhe tadpati haimain kya karoon...?zindagi se bhaag kar kaha jaoon?tera pata bhi to nahin...

Aashaon ka ban ke darpan tune badla mera jeewananjane mein jod di maine tujhse apne dil ki dhadkanaayi hai yaad phir tu...phir hosh ho gayaphir dil machal machal kebetaab ho gaya...hoooodeewanakiya hai teri yaadon netu aake zara dekhleaaa ja

ab tak maine khaab jo dekheun khaabon ki chaahat hai tulagta hai kyon aisa mujhkodil ke pehli hasrat hai tuye meri bekarariye meri bekhudihas has ke roz mujhsekarti hai dillagihoooodeewana

Page 9: Best of sonu nighaam

kiya hai teri yaadon netu aake zara dekhleaaa ja

Ik baar tujhko dekhaphir dekhoon ye dil kareIk baar tujhko dekhaphir dekhoon ye dil kareab main jahaan bhi jaoonteri justajoo rahedeewana..kiya hai teri yaadon netu aake zara dekhleaaa ja

deewana..kiya hai teri yaadon netu aake zara dekhleaaa ja